Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Kaisi Haseen Raat from Movie Aadmi (1968) Summary

Kaisi Haseen Aaj Bahaaro Ki Raat Hai
Ek Chaand Aasmaan Pe Hai, Ek Mere Saath Hai
O Dene Waale Tune To Koyi Kamee Na Kee
Abb Kisko Kya Mila, Yeh Muqaddar Ki Baat Hai
Chhaaya Hai Husno Ishq Pe Ek Range Bekhudi - (2)
Aate Hai Jindagi Mein Yeh Aalam Kabhi Kabhi
Har Ghum Ko Bhul Jaao, Khushi Ki Baaraat Hai
Ek Chaand Aasmaan Pe Hai, Ek Mere Saath Hai
Aayi Hai Woh Bahaar Ke Nagame Ubal Pade
Aisi Khushi Mili Hai Ke Aansoo Nikal Pade
Honto Pe Hai Duwaaye, Magar Dil Pe Haath Hai
Abb Kisko Kya Mila, Yeh Muqaddar Ki Baat Hai
Masti Simat Ke Pyaar Ke Gulshan Mein Aa Gayi - (2)
Meri Khushi Bhi Aapke Daaman Mein Aa Gayi
Bhavra Kali Se Dur Nahi, Saath Saath Hai
Abb Kisko Kya Mila, Yeh Muqaddar Ki Baat Hai
Kaisi Haseen Aaj Bahaaro Ki Raat Hai
Ek Chaand Aasmaan Pe Hai, Ek Mere Saath Hai



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aaj Purani Raahon Se Lyrics
    ...e Gunahon SeAaj Purani Rahon Se ......... Toot Chuke Sab Pyar Ke Bandhan Aaj Koi Zanjeer Nahin,Sheesha-e-dil Mein Armaanon Ki,Aaj Koi Tasveer NahinAb Shaad Hoon Maein Aazad Hoon Maein,Kuch Kaam Nahin Hai Aahon Se,Aaj Purani Rahon Se ......... ... Read More
  • 2. Kaisi Haseen Raat Lyrics
    ...am Kabhi KabhiHar Ghum Ko Bhul Jaao, Khushi Ki Baaraat HaiEk Chaand Aasmaan Pe Hai, Ek Mere Saath Hai Aayi Hai Woh Bahaar Ke Nagame Ubal PadeAisi Khushi Mili Hai Ke Aansoo Nikal PadeHonto Pe Hai Duwaaye, Magar Dil Pe Ha... Read More
  • 3. Kal Ke Sapne Lyrics
    ..., man kee baasureeyaan nainon ke tat pen, parem ke rath pen laut ke ab to, aa jaa saawareeyaan mai bhee sunaaoo, dil kaa taraanaa zoomate baadal gaate zarane aaj... Read More
  • 4. Kari Badariya Lyrics
    ...dareeyaan, Maare Lahareeyaan, Moraa Jiyaaraa Udaa Jaaye ReDheere Se Chal Aree Bairee Pawan Moraa Goraa Badan Khulaa Jaaye Re Bheegaa Bheegaa Mausam Ye Din Alabele, Jiyaa Naheen Laa... Read More
  • 5. Main Tooti Hui Ek Naiyya Hoon Lyrics
    ...i Hui Ek Naiya Hoon, Mujhe Chaahe Jidhar Le Jaao Ek Tum Hi Sahara Ho Mera, Jeevan Ki Andheri Raaton MeinDuniya Ki Khushi Taqdeer Ka Ghum, Sab Kuch Tumhare Haathon MeinAb Chaahe Idhar Le Jaao Mujhe, Ya Chaahe Udhar Le JaaoMain Tooti Hui Ek Naiya H... Read More
  • 6. Na Aadmi Ka Koi Bharosa Lyrics
    ...abbat pe shak naheen hai, teree wafaaon ko maanataa hoo magar tuze kis kee aarajoo hai, main ye hakikat bhee jaanataa hoo naa aadamee kaa koee bharosaa, naa dosa... Read More

Latest Movies