Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Jind Le Gaya Wo Dil Ka Jaani from Movie Aap Ke Saath (1986) Summary

O O O O Taaaaa Tanu Tana Taana
Jind Le Gaya, Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya -2 Woh Dil Ka Jaani
(jind Le Gaya, Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya) - (2)
Jind Le Gaya
Mehmaan Chala Gaya Ghar Se, Yeh Khaali Makaan Reh Gaya
Jind Le Gaya, Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya, Jind Le Gaya
Khaabon Si Takdirein -2 Kab Banati Hai
Paani Pe Tasbire -2 Kab Banati Hai
Na Rang Raha Koyi Baaki, Na Koyi Nishaan Reh Gaya
Jind Le Gaya -2, Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya, Jind Le Gaya
Uss Aandhi Ka Uss Tufaan Ka Jor Kisi Ko Yaad Nahi Hai
Aayi Thi Ik Roj Kayaamat, Aur Kisi Ko Yaad Nahi Hai
Bas Ek Mera Dil Tuta, Yeh Saara Jahaan Reh Gaya
Jind Le Gaya -2, Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya, Jind Le Gaya
Apane Jakhmon Apane Sadamo Se Main Kitani Sharminda Hoon
Kya Kaaran Hai Kya Hai Sabab Jo Aaj Bhi Abb Bhi Main Jinda Hoon
Lagata Hai Ke Mera Baaki Koyi Imtehaan Reh Gaya
Jind Le Gaya -2, Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya, Jind Le Gaya
Mehmaan Chala Gaya Ghar Se, Yeh Khaali Makaan Reh Gaya
Jind Le Gaya, Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya, Jind Le Gaya, Jind Le Gaya, Jind Le Gaya



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aanewale Saal Ko Salaam Lyrics
    ...waale Saal Ko Salaam, Jaanewaale Saal Ko SalaamNaye Saal Ka -2 Pehala Jaam, Aapke NaamHappy New Year - (4)Happy Happy Happy Happy New YearHo Naye Saal Ka Pehala Jaam, Aapke Naam, Aapke NaamHappy New Year - (4)Happy Happy Happy Happy New Year Cheharo Par Chehare Anjaane, Kaun Kisiko Abb Pehchaa... Read More
  • 2. Behke Behke Yeh Jazbaat Lyrics
    ...halaa Pyaar Kanwaari Raat (aap Ke Saath -4) Anu Radha:Aise Haal Men Dekh Liyaa (hamako Chaand Sitaaro Ne - 2) Muhammad Aziz:Kali Se Phool Banaa Daalaa, (tumako Aaj Bahaaro Ne - 2) Anu Radha:Ho O Ruswaayi Ke Sab Haalaat Pehalaa Pyaar, Kanwaari Raat (aap Ke Saath-4) Anu... Read More
  • 3. Chand Chhupta Hai Lyrics
    ...d Chhupataa Hai Shabbir:Jab-jab Tu Mere Paas Nahin Hoti, Tab-tab Mere Jee Men Jaan Nahin Hoti - 2Aankhon Se Chham-chham Girte Hai Moti, Teri Yaad MenTan Man Machalataa HaiMere Man-mandir Men Din Raat (tere Naam Kaa Diyaa Jaltaa Hai - 2)Chaand Chhupataa Hai...... Smita:[... Read More
  • 4. Jind Le Gaya Wo Dil Ka Jaani Lyrics
    ...ala Gaya Ghar Se, Yeh Khaali Makaan Reh GayaJind Le Gaya, Woh Dil Ka JaaniYeh But Bejaan Reh Gaya, Jind Le Gaya Khaabon Si Takdirein -2 Kab Banati HaiPaani Pe Tasbire -2 Kab Banati HaiNa Rang Raha Koyi Baaki... Read More
  • 5. Mera Naam Salma Lyrics
    ...a - 2Allah Jaane Kaun Banega Iss Salma Ka BalmaMera Naam Salama, We Want Salma, We Want SalmaMera Naam Salama Salama Salma - 2Allah Jaane Kaun Banega Iss Salma Ka BalmaMera Naam Salama Main Toh Usase Pyaar Karungi - 2Usape... Read More

Latest Movies