Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Akkad Bakkad from Movie Bhindi Baazaar Inc. (2011) Summary

Bansi baje chokaal ki
Yeh flute hai? Ji
Kare na koi bhaid
Arrey chhota bada na phir dekhein
Haye daiyya yeh kya keh diya
Bandh kardein saare chaid, chaid
Shub suhb para pa ..
Chor baazaar toh hai yeh duniya saari, aadey tedhey hain sab ke rules
Chor baazaar toh hai yeh duniya saari, aadey tedhey hain sab ke rules
Jeetay hain apni hi sharton pe hum bhi, apna toh hai bas yeh usool haan haan
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Sau mein laga dhaaga, chor nikal ke bhaaga
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi .. (keep going)
Khaate hain hum bhi mehnat ki roti, haathon mein apne hunar hai
Duniya kare toh kamaai hai, hum kya saale cheater hain
Khaate hain hum bhi mehnat ki roti, haathon mein apne hunar hai
Duniya kare toh kamaai hai, hum kya saale cheater hain
Hum kya zamaane se nayaare hain, itne haraami toh saare hain
Hum kya zamaane se nayaare hain, itne haraami toh saare hain
Karte hain kaam aur ho jaate gol
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Sau mein laga dhaaga, dekh dekh chor nikal ke bhaaga
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..
Paisa jo jaata hai jaayega, yeh kis ka ho ke tika hai
Hum ne toh bas bhaari jaibon ka, bojh halka kiya hai
Paisa jo jaata hai jaayega, yeh kis ka ho ke tika hai
Hum ne toh bas bhaari jaibon ka, bojh halka kiya hai
Paisa jab chal ke aata hai, tere baap ka phir kya jaata hai
Paisa jab chal ke aata hai, tere baap ka phir kya jaata hai
Faltu mein tension nahin lene ka mol
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Sau mein laga dhaaga, chor nikal ke bhaaga
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aa Ja Re Piya Lyrics
    ..., mann kicha jaaye haan Aa ja re piya, jiya jaaye naa Aa ja re piya Jee uthi khwaishein, saans li jazbaaton ne Ab toh jagna shuru, kar diya meri raaton ne Main ikhatti karta hoon, keh... Read More
  • 2. Akkad Bakkad Lyrics
    ...y tedhey hain sab ke rules Jeetay hain apni hi sharton pe hum bhi, apna toh hai bas yeh usool haan haan Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau Sau mein laga dh... Read More
  • 4. Kitni Baatein Lyrics
    ...wahaan wafaa Jahaan saansein hui hain khafa Mutthi se paani ki tarah bahi Umeedein woh teri meri sabhi Mutthi se paani ki tarah bahi Umeedein woh teri meri sabhi Ab yeh manzar hai, sab banjar hai Kya zameen, kya falak aur kya jahaan Kitni baatein, aadhi adhoo... Read More
  • 5. Maaldaar Ki Jeb Lyrics
    ... Maaldaar ki jeb, ghareeb ki zindagi aur patang Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi re Upar chidiya sone ki aur neeche baje mrdang Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi re Maaldaar ki jeb, ghareeb ki zindagi aur patang Katt ga... Read More
  • 6. Taan Ke Seena Lyrics
    ...rle gunah, ucche hisaab na rakh Nange chehron ki basti mein, tuhi nikaab na rakh Jismon ke saude hone de, hone de de de de Insaan ko beetar sone de, sone de Jismon ke saude hone de Insaan ko... Read More

Latest Movies