Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Tauba Tumhare Ye Ishare from Movie Chalte Chalte (2003) Summary

Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Jism Damakta Jaadoo Jaadoo
Zulf Ghaneri Khushboo Khushboo
Saasein Hamari Mehki Mehki
Nazren Tumhari Behki Behki
Tumhara Badan Hai Jaise Chaman
Hosh Uda De Yeh Nazare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Koi Nasha Hai Chalka Chalka
Hosh Bacha Hai Halka Halka
Hum Hai Jaise Khoye Khoye
Jage Lekin Soye Soye
Machalti Raho Pigalti Raho
Baahon Ke Ghere Mein Humare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Chalte Chalte Lyrics
    ...le Ho Gaye Bewafa Hum Nahin Bewafa Tum Nahin To Kyon Itne Gile Ho Gaye Chalte Chalte Kaise Yeh Faasle Ho Gaye Kya Pata Kahan Hum Chale Pyaar Hum Ko Bhi Hai Pyaar Tum Ko Bhi Hai To Yeh Kya Silsile Ho Gaye Bewafa Hum Nahin Bewafa Tum Nahin To Kyon Itne Gile Ho Gaye Ch... Read More
  • 3. Dagaria Chalo Lyrics
    ...a Sara Hai Sanjog Dekhe Jo Aise Tamashe Hm Hote Hai Dil Mein Batashe Duniya Ke Sau Roop Sare Nirale Duniya Ke Sau Roop Sare Nirale Baitho Na Tum Aise Mann Ko... Read More
  • 4. Gumshuda Lyrics
    ... Yaha Lekin Woh Nahi Ho Kal Tha Main Yaha Woh Bhi Thi Yahi Main Hoon Phir Yaha Lekin Woh Nahi Gumshuda Gumshuda Gumshuda Gumshuda Dekhne Mein Hai Haseen Rehti Hai Yahi Kahin Kho Gayi Ho Kho ... Read More
  • 5. Lai Vi Na Gayi Lyrics
    ...e Je Mein Tootiya Marto Tara Teri Meri Oth Pe Gayi Soniye Je Mein Tootiya Marto Tara Layi Vi Na Gayi Tanhayi Vi Na Gayi Layi Vi Na Gayi Tanhayi Vi Na Gayi Sochiya Na Isne Mera Pyaar Bhool Jayegi Ho Sochiya Na Isne Mera Pyaar Bhool Jayegi Enne... Read More
  • 6. Suno Na Suno Na Lyrics
    ...o Na Suno Na Sunlo Na Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na Suno Na Suno Na Sunlo Na Tum Ne Na Jana Ke Main Deewana Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana Mere Dil Ki Hai Jo Daa... Read More
  • 7. Tauba Tumhare Ye Ishare Lyrics
    ... To Deewane Hai Tumhaare Choolete Ho Taar Jo Dil Ke Tum Hi Batao Tum Se Milke Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare Tauba Tumhaare Yeh Ishaare Jism Damakta Jaadoo Jaadoo Zulf Ghaneri Khushboo Khushboo Saasein Hamari Mehki M... Read More
  • 8. Tujh Par Gagan Lyrics
    ...ujhpar Gagan Se Barsiya Gun Kyon Hai Aaye Chaman Se Kaaton Ka Ban Kyon Hai Ho Tujhpar Gagan Se Barsiya Gun Kyon Hai Aaye Chaman Se Kaaton Ka Ban Kyon Hai Na Hai Ek Janhara Mann Jhuka Hai Kyon Tan Hai Sab Toot Gaya Sab Choot Gaya Ko... Read More

Latest Movies