Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Jadugari from Movie Dil Toh Baccha Hai Ji (2011) Summary

Kya palak kya jhalak, kya adaa kya mehak
Yeh zameen ya falak, thi kahan o tu ab talak
Kya asar kya lehar, door thi tu magar
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Kya palak kya jhalak, kya adaa kya mehak
Yeh zameen ya falak, thi kahan o tu ab talak
Kya asar kya lehar, door thi tu magar
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Woo, yeh jo mehka sa hai
Woo, bandh honthon mein
Woo, ho tu nagma sa hai
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Soyi soyi raaton mein jaaga main rahun
Khoyi khoyi yaadon mein soya main rahun
Haan tujhe milke kya main kahun, socha karun
Teri ek haan pe main jee loon ya marun
Tumko bhi yeh bechainyaan hoti hain kya
Woo, tu dua ansuni
Woo, yun lagey kabhi
Woo, dhoop mein chaandni
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Tu jo bole taaron pe tujhko le chalun
Bheeghi bheegi aankhon se tujhko choom loon
Haan jhoothe moothe vaade main tujhse na karun
Teri meri chaahat hamari aabru
Hoga kabhi na khatam yeh silsila
Woo, ek lamha sa hai
Woo, meri saanson mein
Woo, o tu behka sa hai
Tu khwaab hai ya koi jadugari
Tu khwaab hai ya koi jadugari



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Abhi Kuch Dino Se Lyrics
    ...h dino se, lag raha hai Badle badle se hum hai Hum baithe baithe, din mein sapne Dekhte neendh kum hai Abhi kuch dino se suna hai dil ka rob hi kuch naya hai Koi raaz kambhakt hai chhupaye, khuda hi jaane ki kya hai Hai dilpe shakk mera, isse pyaar ho gaya Abhi kuch dino... Read More
  • 2. Beshuba Lyrics
    ...nzar ka Tu meri zameen hai, tu hi aasman bhi Rab na adaa ki hai woh khushiyan bhi Tu, kahun sach bakhuda Tu hi rubaru hai, tu hi chaarsu hai Baaki ab raha kya Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba Tere hone si hi hai mere toh dono jahaan Beshuba beshuba, ha... Read More
  • 3. Jadugari Lyrics
    ...adugari Tu khwaab hai ya koi jadugari Kya palak kya jhalak, kya adaa kya mehak Yeh zameen ya falak, thi kahan o tu ab talak Kya asar kya lehar, door thi tu magar Tu khwaab hai ya koi jadugari Tu khwaab hai ya koi jadugari Woo, yeh jo mehka sa hai Woo, bandh hon... Read More
  • 4. Tere Bin Lyrics
    ...hon se abhi, yeh vaada kar liya Tere bin mein dekhun na subah Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya Tere bin ho chalna bhi saza Ki raahon se abhi, yeh vaada kar liya Suno yehi jazbaat hai mere Yeh dil kahe ki khwaishein jeenay ki saath hain tere Tere bin ho saanson se juda Ha... Read More
  • 7. Yeh Dil Hai Nakhrewala Lyrics
    ...sse pata chala hai, woh oo o Ke pyaar kya bala hai, aa aa a Yeh dil mera hai par Teri kare fikar Toh kuch toh maamla hai meri jaan Sunte yeh khwaishon ki yeh khwaishein hai Ke w... Read More

Latest Movies