Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Lyrics of Song Tere Bin from Movie Dil Toh Baccha Hai Ji (2011)

Spinnin round and round
You got away with me you mighty ..
Spinnin round and round
Let's go have little funny fun
Spinnin round and round ..

Tere bin main dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin ho chalna bhi saza
Ki raahon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin ho chalna bhi saza
Ki raahon se abhi, yeh vaada kar liya
Suno yehi jazbaat hai mere
Yeh dil kahe ki khwaishein jeenay ki saath hain tere
Tere bin ho saanson se juda
Hawaaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya

Tu woh zameen jis pe maine toh apni yeh duniya basaayi hai
Main bin tere ab kaha jaunga
Tu aasra hai mera, main toh jeeta hoon tere bharose pe
Main bin tere ab na jee paunga
Meri toh yeh har baat tujhse hai
Tuhi meri hai dhoop aur meri barsaat tujhse hai
Tere bin na barse yeh ghata
Ghataaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya

Jo haath mein ho tera haath toh yeh lakeerein dhadakti hain
Tu ho judaa sab thama sa lagey
Jo tu mere paas hai toh yakeen apne hone pe hota hai
Tu ho judaa sab guma sa lagey
Haan tu meri aadat mein shaamil hai
Mere liye main sacch kahoon tu ibadaat ke kabil hai
Tere bin na puri ho dua
Duaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya

Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Abhi Kuch Dino Se Lyrics
    ... lag raha hai Badle badle se hum hai Hum baithe baithe, din mein sapne Dekhte neendh kum hai Abhi kuch dino se suna hai dil ka rob hi kuch naya hai Koi raaz kambhakt hai chhupaye, khuda hi jaane ki kya hai Hai dilpe shakk mera, isse pyaar ho gaya Abhi kuch dino se main sochta hoon ki dil ki thodi si... Read More
  • 2. Beshuba Lyrics
    ...i Tu, kahun sach bakhuda Tu hi rubaru hai, tu hi chaarsu hai Baaki ab raha kya Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba Tere hone si hi hai mere toh dono jahaan Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba Teri hi raahon mein hai meri manzil ka pata You're all I want You're all I need You're love has set me f... Read More
  • 3. Jadugari Lyrics
    ...Tu khwaab hai ya koi jadugari Tu khwaab hai ya koi jadugari Kya palak kya jhalak, kya adaa kya mehak Yeh zameen ya falak, thi kahan o tu ab talak Kya asar kya lehar, door thi tu ma... Read More
  • 4. Tere Bin Lyrics
    ... subah Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya Tere bin ho chalna bhi saza Ki raahon se abhi, yeh vaada kar liya Tere bin mein dekhun na subah Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya Tere bin ho chalna bhi saza Ki raahon se abhi, yeh vaada kar liya Suno yehi jazba... Read More
  • 7. Yeh Dil Hai Nakhrewala Lyrics
    ...a hai, woh oo o Ke pyaar kya bala hai, aa aa a Yeh dil mera hai par Teri kare fikar Toh kuch toh maamla hai meri jaan Sunte yeh khwaishon ki yeh khwaishein hai Ke woh adhoori na rahe Sunte yeh khwaishon ki yeh khwaishein hai Ke woh ad... Read More

Latest Movies