Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Rung Daloonga Chunri (Holi) from Movie Do Dilon Ke Khel Mein (2010) Summary

Haye Aaya Phagun, Rangi Duniya, Nikla Rangon Ka Rela Re
Meri To Kahin Chup Gayi Radha, Kaanha Main Hua Akela Re
Dekh Kaniya, Dekh Kaniya, Dekha Kaniya Woh Rahi Teri Radha
Bangh Chada Ke Rang Jmaa Ke Aaj Baja De Baaja
Jogira Sarara, Jogira Sarara, Jogira Sarara, Jogira Sarararara ..
Dekh Tujhko, Dekh Tujhko Aisa Nasha Chada, Pheeka Padh Gaya Bangh
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Dekh Tujhko, Dekh Tujhko Aisa Nasha Chada, Pheeka Padh Gaya Bangh
Dekh Teri Chadti Jawani Main To Reh Gaya Dang
Ang Rang Dalunga, Rang Dalunga Chunri Choli Mein, Maaf Hai Sab Holi Mein
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Rang Dalunga Chunri Choli Mein, Maaf Hai Sab Holi Mein
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Rangon Ke, Rangon Ke Bahane Choona Naa, Naa Karna Mujhe Tang
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Rangon Ke Bahane Choona Naa, Naa Karna Mujhe Tang
Nahin To Tujhse Ho Jaayegi Aaj Meri Jung
Jung Rang Daalna, Rang Daalna Chunri Choli Mein, Hath Nahin Hoti Hai Holi Mein
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Rang Daalna Chunri Choli Mein, Hath Nahin Hoti Hai Holi Mein
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Hum Aisa Rang Jamate Re Bhaiya Ke Auron Ka Rang Udh Jaaye
Aisa Apna Rang Ki Jispe Koi Na Rang Chad Paaye
Holi Mein Bolo Re Prem Ki Boli, Sab Rang Mil Ik Rang Ho Jaaye
Holi Mein Bolo Re Prem Ki Boli, Sab Rang Mil Ik Rang Ho Jaaye
Sarara, Jogira Sarara
Aaja Rani Dheere Dheere Chal Ke Mere Paas, Seenay Se Mere Lag Ke Bujade Dil Ki Pyaas
Jogira Sarara, Jogira Sarara, Jogira Sarararara ..
Dekh O Chorey Tujhe Kasam Hai Rehna Mujhse Door
Warna Main Ho Jaaungi Kuch Karne Pe Majboor
Jogira Sarara, Jogira Sarara, Jogira Sarararara ..
Prem Rang Rangja Rangeeli Ho Jaayegi, Rang To Laganwa Tenu Bachke Kitthe Jaayegi Haye
Chod Ke Ye Aas Teri Rang Nahin Laayegi, Akdega Kaise Kudi Haath Nahin Aayegi
Haan Chup Jaayegi Jaake Dholi Mein
Rang Daalna Chunri Choli Mein, Hath Nahin Hoti Hai Holi Mein
Jogira Sarara, Jogira Sarara
O Rang Dalunga Chunri Choli Mein, Maaf Hai Sab Holi Mein
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Hoo ..
Holi Mein Sab Kuch Chalta Hai Bhaiya, Chalta Nahin Udtang
Holi Hai Yaar Bura Nahin Maano, Rang Mein Karo Nahin Bangh
Dil Dene Dil Lene Ka Hai Ye Mausam, Aao Gale Aaj Lag Jaaye Hum
Dil Dene Dil Lene Ka Hai Ye Mausam, Aao Gale Aaj Lag Jaaye Hum
Sarara, Jogira Sarara
Bheegh Bheegh Ke Tere Tann Se Chipak Gayi Hai Choli
Tirchi Nazariya Gori Lagey Dil Pe Jaise Goli
Jogira Sarara, Jogira Sarara, Jogira Sarararara ..
Milke Bahane Holi Kare Daal Na Mujhpe Dore
Tere Jaise Jaane Kitne Dekhe Maine Chorey
Jogira Sarara, Jogira Sarara, Jogira Sarararara ..
Gale Na Lagey Gi Tu Holi Kaisi Holi Re
Aaja Mere Paas Tu Saja Ke Apni Dholi Re
Aaun Teri Baat Mein Main Aise Nahin Bholi Re
Chunri Aur Choli Done Sab Ko Bheegoli Re
Ab Baaki Agli Holi Mein Rang Daalna, Rang Daalna Chunri Choli Mein, Hath Nahin Hoti Hai Holi Mein
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Rang Dalunga Chunri Choli Mein, Maaf Hai Sab Holi Mein
Jogira Sarara, Jogira Sarara
Holi Hai
Sarara, Jogira Sarara ..



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Ajnabee Ehsas Ko Lyrics
    ... Bayan Sun Le Zara, Ae Humnawa Jo Keh Rahi Hai Khamoshian Ansuni Saugaat Ko, Dil Mera Kya Naam De Kya Naam De, Kya Naam De, Kya Naam De Dil Ke Tumhi Har Saans Mein Jeenay Ke Har Ek Andaaz Mein Shabh Ho Tumhi, Raatein Tumhi Armaano Ki Har Awaaz Mein (a... Read More
  • 2. Jaane Kyun Pyaar Mein Lyrics
    ... Ho Jaata Hai Ye Raatein Katt Ti Nahin, Ye Din Katt Ta Nahin Ye Raatein Katt Ti Nahin, Ye Din Kat Ta Nahin Jaane Kyun Pyaar Mein Aisa Ho Jaata Hai Ye Raatein Katt Ti Nah... Read More
  • 3. Jaane Kyun Pyaar Mein - Remix Lyrics
    ...t Ti Nahin, Ye Din Katt Ta Nahin Ishq Toofan Hai Yaara Husn Haseen Nazara Tum Zara Bachke Rehna Yun Shabnam Hai Sharara Aashiqui Mein Ab Ye Dil, Kuch Kar Jaayeg... Read More
  • 4. Resham Ka Dupatta Lyrics
    ...ai Sona Mitti Mein Gaad Diya Resham Ka Dupatta Phaad Diya Sona Mitti Mein Gaad Diya Resham Ka Dupatta Phaad Diya Sab Kehte Hai Iss Ne Bhaang Pee Hai Maine Ishq Mein Choli Rang Li Hai Maine Ishq Mein Choli Rang Li Hai Maine Ishq Mein Choli, Rang Li .. Hai Ab Bhook Mujhe Lagti H... Read More
  • 5. Rung Daloonga Chunri (Holi) Lyrics
    ...rarara .. Dekh Tujhko, Dekh Tujhko Aisa Nasha Chada, Pheeka Padh Gaya Bangh Jogira Sarara, Jogira Sarara Dekh Tujhko, Dekh Tujhko Aisa Nasha Chada, Pheeka Padh Gaya Bangh Dekh Teri Chadti Jawani Main To Reh Gaya Dang Ang Rang Dalunga, Rang Dalunga Chunri Choli Mein, Maaf Ha... Read More
  • 6. Samajhdar Ko Ishara Lyrics
    ... Na Karte Karte, Haan Bhi Woh Keh Jaati Hai Samajdhaar Ko Ishara Kaafi Hai - 4 Times Still About Cats And Walks There Is Always Time To Fall On Your Face Always Some Want You To Race Koi Humse Poonche Mohabbat C... Read More
  • 7. Teri Yaad Aayi Lyrics
    ...Bolo, Heer Na Kehna Koi, Heer Na Kehna Koi Ni Ni Ni Sa Sa Re Re Sa .. Teri Yaad Aayi Akh Bhar Aayi, Teri Yaad Aayi Akh Bhar Aayi Haye O Rabba Sahi Jaaye Na Ye Judaai, Haye O Rabba ... Read More

Latest Movies