Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Khaike Paan Banaras Wala from Movie DON - The Chase Begins Again (2006) Summary

Arey Tumka Ka Bataai Bhaiiya
Humraa Haal Ka Hai
Nikle The Hum Halwa Khaane
Muhi Jal Gaya Hai
Hmmm. Ka Tumka Bataai, Ab Ka Samjhai
Badi Durghatna Hai, Muskil Bachna Hai
Chala Aisa Chakkar, Uthi Aisi Aandhi
Padi Humka Karni , Badi Kooda Phaandi
Badi Lambi Chodi, Hui Bhaaga Dodi
Din Raat Jo Humne Jaag Jaag, Ki Aisi Bhaagam Bhaag
Ke Hum Kabhi Hiya Gae, Kabhi Hua Gae
Kabhi Hiya Gae, Kabhi Hua Gae
Kabhi Idhar Bhage, Kabhi Udhar Bhage
Phir Tumne Diya Ye Paan
To Aai Humri Jaan Mein Jaan
To Aai Humri Jaan Mein Jaan
To Aai Humri Jaan Mein Jaan
O (khaaike Paan Banaaras Wala) -2
Khul Jaaye Band Akal Kaa Taala
O Khaaike …………. Kaa Taala
Phir To Aisa Kare Dhamaal
Seedhi Kar De Sabki Chaal
O Chhora O Chora
O Chora Ganga Kinaare Wala -2
Khaaike Paan ... Kaa Taala
Arrey Raam Duhaai, Kaise Chakkar Mein Pad Gaya Hay Hay Hay!
Kahaan Jaan Phasaai, Main To Sooli Pe Chadh Gaya Hay Hay
Kaisa Seedha Saadha Main Kaisa Bhola Bhala Haan Haan
Arrey, Kaisa Seedha Seedha Main Kaisa Bhola Bhala
Jaane Kaun Ghadi Mein Pad Gaya Padhe Likhon Se Paalaa
Meethi Chhunri Se, Meethi Chhunri Se Hua Halaal
Chhora Ganga Kinaare Wala, O Chhora Ganga Kinaare Wala
O Khaaike Paan ... Kaa Taala
Ek Naar Naveli Badi Albeli Kare Atkeli
Uski Badi Hai Dhoom Hai Aisi Man Bhaavan
Sab Dekhe Usko Palat Palat Aur Ghoom Ghoom
Won Nagar Nagar Jaae Dagar Dagar
Aur An Gang Mein Jyoti Chamke Jagar Jagar
Sundar Baala Palkon Mein Liye Ek Swapna Lok
Adharon Mein Liye Yovan Haala
Ithlaati Hai Balkhaati Hai Tan Ka Chandan
Wo Chalak Chalak Chalkaati Hai
Wo Nain Dwaar Se Tan Mein Aake
Man Mein Jwaala Jagati Hai
(Wo Chandramukhi Hai
Wo Mrignaini Hai) – 2
Wo Roopvati Hai Wo Madhumati Hai
Dhin Tak Dhin Tak Dhin Tak Haan…….
Ek Kanyaa Kunwaari Hamari Soorat Pe Mar Gayi Hay Hay Hay!
Ek Meethi Kataari, Hamare Dil Mein Utar Gayi Hay Hay
Kaisi Gori Gori O Teekhi Teekhi Chhori, Waah Waah!
Arrey, Kaisi Gori Gori O Theekhi Theeki Chhori
Karke Jora-jori, Kar Gayi Hamare Dil Ki Chori
Mili Chhori To, Mili Chhori To Hua Nihaal
Chhora Ganga Kinaare Wala, O Chhora Ganga Kinaare Wala
(O Khaaike Paan ... Kaa Taala) -2
Phir To Aisa Kare Dhamaal
Seedhi Kar De Sabki Chaal
O Chora O Chora
O Chhora Ganga Kinaare Wala
O Chhora Ganga Kinaare Wala Huh!



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aaj Ki Raat Lyrics
    ...am Hai Jaam Hai Aur Hai Nasha Tan Bhi Hai Mann Bhi Hai Pighla Huaan Chhayi Hai Ranginiya Phir Bhi Hai Betaabiyan Kyun Dhadakta Hai Dil Kyun Yeh Kehta Hai Dil Deewanon Ko Ab Tak Nahi Hai Yeh Pata Aaj Ki Raat Khona Hai Kya Paana Hai Kya Khona Hai Kya Aaj... Read More
  • 4. Khaike Paan Banaras Wala Lyrics
    ...di Humka Karni , Badi Kooda Phaandi Badi Lambi Chodi, Hui Bhaaga Dodi Din Raat Jo Humne Jaag Jaag, Ki Aisi Bhaagam Bhaag Ke Hum Kabhi Hiya Gae, Kabhi Hua Gae Kabhi Hiya Gae, Kabhi Hua Gae Kabhi Idhar Bhage, Kabhi Udhar Bhage Phir Tumne Diya Ye Paan ... Read More
  • 5. Main Hoon Don Lyrics
    ...Lekar Main Phir Kitne Hangaamen Zara Dekho Kaun Aa Gaya Hai Zamane Pe Jo Chha Gaya Hai Jami Jispe Sab Nigaahen Khuli Kiski Khaatir Hai Baahen Aaisa Dildaar Aaya Hai Kaun Mujhko Pehchaan Lo Main Hoon Don Main Zindagi Ki... Read More
  • 6. Main Hoon Don - Fnc International Mix Lyrics
    ...ne Hangaamen Zara Dekho Kaun Aa Gaya Hai Zamane Pe Jo Chha Gaya Hai Jami Jispe Sab Nigaahen Khuli Kiski Khaatir Hai Baahen Aaisa Dildaar Aaya Hai Kaun Mujhko Pehchaan Lo Main Hoon Don Main Zindagi Ki B... Read More
  • 7. Maurya Re Lyrics
    ...si Nigaahen Toh Maan Le Tu Maan Bhi Le Mera Kehna Laut Ke Tujhko Aana Hai Sunle Kehta Deewana Hai Jab Tera Darsan Paayenge Chain Tab Hamko Paana Hai Morya Morya Morya Re Bap... Read More
  • 8. Yeh Mera Dil Lyrics
    ...e Use Paaya Pyaar Woh Yaar Ke Joh Naam Pe Hin Mitjaye-2 Jaane Kyun Badle Main, Jaan Loon Nazrana Yeh Mera Dil Pyaar Ka Deewana, Deewana Deewana Pyaar Ka Parwana, Pal Pal Ek Har Chal, Dil Main Ek Tufaan Hain, Aane Ko Hain Woh Manzil Jis Ka Muj... Read More

Latest Movies