Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Maurya Re from Movie DON - The Chase Begins Again (2006) Summary

Mere Saare Palchhin Saare Din
Tarsenge Sune Tere Bin
Tujhko Phir Se Jalwa Dikhana Hi Hoga
Agle Baras Aana Hai Aana Hi Hoga
Tujhko Phir Se Jalwa Dikhana Hi Hoga
Agle Baras Aana Hai Aana Hi Hoga
Dekhengi Teri Raahen Pyasi Pyasi Nigaahen
Toh Maan Le Tu Maan Bhi Le Mera Kehna
Laut Ke Tujhko Aana Hai Sunle Kehta Deewana Hai
Jab Tera Darsan Paayenge Chain Tab Hamko Paana Hai
Morya Morya Morya Re Bappa Morya Morya Morya Re - 2
Ho Khushiyon Ke Din Ho Ke Gam Ka Zamana
Dil Bas Leta Hai Naam Tera
Tere Hi Kaaran Hai Jeevan Suhana
Tu Hi Toh Mann Mein Tan Mann Mein Basa
Har Ghadi Dhyan Rahe Tera
Main Hoon Tera Chahanewala Japta Hoon Teri Maala
Toh Maan Le Tu Maan Bhi Le Kehna Mera
Laut Ke Tujhko Aana Hai Sunle Kehta Deewana Hai
Jab Tera Darsan Paayenge Chain Tab Hamko Paana Hai
Morya Morya Morya Re Bappa Morya Morya Morya Re - 2
Tu Hi Toh Karta Hai Poori Har Aasha
Tu Hi Toh Beda Paar Kare
Tu Hi Samjhe Jo Mann Ki Hai Bhasha
Tu Hi Toh Dhadkan Dilon Ki Suney
Tujhse Hai Duniya Mein Kya Chhupa
Ab Main Tujhse Kya Maangu Tu Mera Main Tera Hoon
Toh Maan Le Tu Maan Bhi Le Tu Kehna Mera
Laut Ke Tujhko Aana Hai Sunle Kehta Deewana Hai
Jab Tera Darsan Paayenge Chain Tab Hamko Paana Hai
Morya Morya Morya Re Bappa Morya Morya Morya Re - 2
Tujhko Phir Se Jalwa Dikhana Hi Hoga
Agle Baras Aana Hai Aana Hi Hoga
Tujhko Phir Se Jalwa Dikhana Hi Hoga
Agle Baras Aana Hai Aana Hi Hoga
Ek Don Teen Char Ganpati Cha Jayjaykaar
Pach Saha Saat Aath Ganpati Hamare Saath



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aaj Ki Raat Lyrics
    ...m Hai Aur Hai Nasha Tan Bhi Hai Mann Bhi Hai Pighla Huaan Chhayi Hai Ranginiya Phir Bhi Hai Betaabiyan Kyun Dhadakta Hai Dil Kyun Yeh Kehta Hai Dil Deewanon Ko Ab Tak Nahi Hai Yeh Pata Aaj Ki Raat Khona Hai Kya Paana Hai Kya Khona Hai Kya Aaj Ki Raat Khona Hai Kya Paana Hai Kya Khona Hai Kya ... Read More
  • 4. Khaike Paan Banaras Wala Lyrics
    ...raa Haal Ka Hai Nikle The Hum Halwa Khaane Muhi Jal Gaya Hai Hmmm. Ka Tumka Bataai, Ab Ka Samjhai Badi Durghatna Hai, Muskil Bachna Hai Chala Aisa Chakkar, Uthi Aisi Aandhi Padi Humka Karni , Badi Kooda Phaandi Badi Lambi Chodi, Hui Bhaaga Dodi Din Raat Jo Humne Jaag J... Read More
  • 5. Main Hoon Don Lyrics
    ...agake Maut Se Khelta Hoon Juaan Na Mujhko Gham Hai Na Mujhko Parwaah Kaun Mera Dushman Huan Dushman Jo Mera Ho Rehta Nahi Duniya Mein Bahut Hi Khatarnaak Hoon Main - 2 Har Ek Pal Mein Chaalak Hoon Mein Duniya Phir Chikhne Kaun Mujhko Pehchaan Lo Main Hoon Don Palken Bichhaye Paas B... Read More
  • 6. Main Hoon Don - Fnc International Mix Lyrics
    ...o Pehchaan Lo Main Hoon Don Main Zindagi Ki Baazi Lagake Maut Se Khelta Hoon Juaan Na Mujhko Gham Hai Na Mujhko Parwaah Kaun Mera Dushman Huan Dushman Jo Mera Ho Rehta Nahi Duniya Mein Bahut Hi Khatarnaak Hoon Main - 2 Har Ek Pal ... Read More
  • 7. Maurya Re Lyrics
    ...ahen Pyasi Pyasi Nigaahen Toh Maan Le Tu Maan Bhi Le Mera Kehna Laut Ke Tujhko Aana Hai Sunle Kehta Deewana Hai Jab Tera Darsan Paayenge Chain Tab Hamko Paana Hai Morya Morya Morya Re Bappa Morya Morya Morya Re - 2 Ho Khushiyon Ke Din Ho Ke Gam Ka Zamana Dil Bas Leta Hai Naam Tera Tere Hi... Read More
  • 8. Yeh Mera Dil Lyrics
    ...ana Pyaar Ka Parwana, Aata Hain Mujhko Pyaar Main Chaljaane, Mushkil Hain Pyaare Tera Bachke Jaane Yeh Mera Dil Pyaar Ka Deewana, Yeh Mera Dil Pyaar Ka Deewana, Dil Woh Jaahe Jise, ... Read More

Latest Movies