Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Dilrubaon Ke Jalwe from Movie Dulha Mil Gaya (2010) Summary

Koyi aashiq huwa daulat pe, koyi shohrat pe
kisi ne haar diya dil khuda ki ibaadat pe
daad deta hai jamaan phir hamein kis liye aakhir
ki hum toh khud ko lutaaye baithein hai ek aafat pe
game of love go round n round
mera dil duba o meri dilruba o meri dilruba
dilrubaao ke jalawe tauba dilrubaao ke jalawe - (2)
haay balaao ke jalwe tauba bewafaao ke jalawe
jaanata hai yeh saara aalam dil bechaara kahe kya
aa rahi julfein chhuke unn hawaao ke jalawe
inaki ada rahi mar gaye hum, par mashhur hai inake sitam
inaki gali mein jag mil jo gaya, samajho huwa phir kissa khatam
bhule hai bhatake hai julfon mein atake hai hamako bacha le khuda
dilruba ke jalawe tauba dilrubaao ke jalawe
haay balaao ke jalwe tauba bewafaao ke jalawe
game of love go round n round
mera dil duba o meri dilruba o meri dilruba
gesuo ka yeh gehara baadal jisaki duniya pe chhaaya
jindagi ji gaya woh aashiq jisane mehbub paaya
paa gaya khuda woh  haan
dil ye dil yeh dil jisane gawaaya
aankh chaani hai sehraao ki jaan hatheli pe rakh ke
inaki raahon ko roshan karane dil bhi hamane jalaaya
saare jamaane se dur huye khud paagal mashhur huye
inako manaane mein sadiyaan gayi kishmish sab angur? huye
inn nigaahon ke dhhup chaanvo ke
sau jafaao ke uff adaao ke jalwe taun dilrubaao ke jalwe
dilrubaao ke jalawe tauba dilrubaao ke jalawe
haan husn ki aag se roshan hai aashiqon ke jamaane
hamase hi toh chala karate hain shaayaron ki dukaane
hamse hi jawaan hai ishq ishq ishq ishq ke saare fasaane
hamase dil jo lagaaya hai toh sabrr ki gaao aadaat
shikawa chhodo karo minnat aur akal laao thikaane
mujare se bola karate hai, ishq mein bola karate hai
har ik aire gaire pe dil nahi dhola karte hain
gori baaho ki chikani raahon ki kehkashaao ki inn gunaahon ke jalwe
tauba dilrubaao ke jalawe
dilrubaao ke jalawe tauba dilrubaao ke jalawe - (2)
haay balaao ke jalwe tauba bewafaao ke jalawe
tere dar pe dastak deta hai, tera deewaana
dil toh paagal hai phir anjaam se kya ghabraana
mere dil mein sirf tum ho, sirf tum ho dilbar
aise baajigar jo ho tum, phir ka ka kya hai darr
mast maahol mein dil khota hai, bolo toh phir kuchh kuchh hota hai
are yuun na chingaari bhadkaao, are devdaas ko koyi samjhaao
na kahe phir tumhe bewafa yeh duniya
tum kaho kaun ho baadshaah iss dil ka
main hoon na meri jaane jaana main hoon na
dilrubaao ke jalawe tauba dilrubaao ke jalawe
haay balaao ke jalwe tauba haay balaao ke jalwe
bewafaao ke jalawe tauba bewafaao ke jalawe
dilrubaao ke jalawe



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aaja Aaja Mere Ranjhna Lyrics
    ...aja - (2) aaja aaja mere raanjhana ve aaja aaja - (2) aaja diljaaniya ve aaja aaja aaja mere raanjhana ve aaja aaja tere des sajan aayi teri dulhan doli le aayi dekh tere aangan jara daaman mere aachal se baandhana aaja aaja mere raanjhana ve aaja aaja - (2)... Read More
  • 2. Akela Dil Lyrics
    ...y akela dil, akela dil, akela dil yeah thats my way kisi ke dil mein kyun rahe ghar apana chhodake ho bas khud ka saath hi, haan jine ke liye iss mohabaat ke siwa (aur bhi ghum hai by the way -2) one more time akela... Read More
  • 4. Dilrubaon Ke Jalwe Lyrics
    ... phir hamein kis liye aakhir ki hum toh khud ko lutaaye baithein hai ek aafat pe game of love go round n round mera dil duba o meri dilruba o meri dilruba dilrubaao ke jalawe tauba dilrubaao ke jalawe - (2) haay balaao ke jalwe tauba bewafaao ke jalawe jaanata hai yeh saara aalam dil be... Read More
  • 6. Dulha Mil Gaya Lyrics
    ...il gaya dulha mil gaya dulha mil gaya mil gaya - (4) aaja aaja mere ranjhna ve aaja aaja, aaja aaja mere ranjhna ve aaja aaja dil diyan gallan saari, kahan gaye vaari vaari jo lut gaye dil o jack &... Read More
  • 8. Magar Meri Jaan Lyrics
    ...daaye wallaah ho itani khubsurat tum ki mashaah allaah tumhaari aankhein jo dekhein dil ko phenke, jaan karein fida tumhaari julfon mein khoke, khaaye dhoke, jag se keh de alvida (magar meri jaan suno kehana, ki easy nahi hai dil ki lagi bahot mushkil h... Read More
  • 9. Rang Diya Dil Lyrics
    ...tere hi sang dholana - (2) rang diya dil maine pyaarwaale rang dholana ho o o o...... aaya abb ke woh saawan ka jhonka, paagal dil mera de gaya dhoka - (2) yaadon ka sog lagaaya maine jaan ka rog lagaaya aankhon ne kar li nindon se jung dholana jaan bhi gayi tere hi sang dholana - (2) rang d... Read More

Latest Movies