Na Dhoonda Karo Mujhko Parchaaiyon Mein
Mujhe Yaad Kar Lena Tanhaaiyon Mein
Jo Dum Hai Sanam Meri Angdaaiyon Mein
Kahan Dum Samandar Ki Gehraaiyon
Ab Jaan Gaya Re Tujhe Maan Gaya
Ab Jaan Gaya Re Tujhe Maan Gaya
Mere Pyar Se..
Gehra Kya Hoga Samandar
Mere Pyar Se..
Gehra Kya Hoga Samandar
Mere Pyar Se..
Gehra Na Hoga Samandar
Samandar Samandar
Aaja Meri Jaan Dil Ke Andar
Dil Ke Andar Dil Ke Andar
Dil Ke Andar..
Mere Pyar Se..
Gehra Kya Hoga Samandar
Ab Jaan Gaya Re Tujhe Maan Gaya
Ab Jaan Gaya Re Tujhe Maan Gaya
Samandar Ki Lehron Mein Behta Hai Paani
Mere Dil Mein Angdaayi Leti Jawani
Na Dar Hai Na Koi Fikar Hi Jahan Se
Jawani Hai Chaahon Mein Hi Kuchh Nadani
Samandar Ki Lehron Mein Behta Hai Paani
Mere Dil Mein Angdaayi Leti Jawani
Na Dar Hai Na Koi Fikar Hi Jahan Se
Jawani Hai Chaahon Mein Hi Kuchh Nadani
Mere Pyar Pe
Pehra Na Dega Sikandar
Mere Pyar Pe
Pehra Na Dega Sikandar
Sikandar Sikandar
Tu Aakar Mere Dil Se Jaana Kahin Na
Mere Dil Mein Hi Rehna Baraah Maheena
Har Ek Pal Hai Kehta Mera Dil Mujh Hi Se
Bina Pyaar Ke Hai Zindagi Kya Hai Jeena
Tu Aakar Mere Dil Se Jaana Kahin Na
Mere Dil Mein Hi Rehna Baraah Maheena
Har Ek Pal Hai Kehta Mera Dil Mujh Hi Se
Bina Pyaar Ke Hai Zindagi Kya Hai Jeena
Mere Pyaar Pe Bin January Sa December
Mere Pyaar Pe Bin January Sa December
Aaja Meri Jaan Dil Ke Andar
Dil Ke Andar Dil Ke Andar
Dil Ke Andar..
Ab Jaan Gaya Re Tujhe Maan Gaya
Ab Jaan Gaya Re Tujhe Maan Gaya