Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Zamane Ki Ankhon Nein from Movie Ek Bar Muskura Do (1972) Summary

Nafarat Se Jinhe Tum Dekhte Ho, Tum Marthe Ho Jinko Thokar
Kya Unpe Gujarthee Hai Dekho, Ik Bar Kabhee Ghayal Hokar
Jamane Kee Aankho Ne Dekha Hai Yaro
Sada Apnee Duniya Me Aisa Najara
Kabhee Unko Phulo Se Puja Hai Sabne
Kabhee Jinko Logo Ne Pattar Se Mara
Jamane Kee Aankho Ne, Dekha Hai Yaro
Pise Na Jahan Tak, Patthar Pe Mehendee
Kisee Bhee Tarah Rang, Lathee Nahee Hai
Hajaro Jagah Thokare Kha Ne Le Jab
Koyee Jindagee Muskuratee Nahee Hai
Bina Khud Mare, Kisko Jannat Milee Hai
Bina Dukh Sahe Kisne, Jivan Savara
Jamane Kee Aankho Ne, Dekha Hai Yaro
Bhavar Se Jo Ghabarake, Pichhe Haten Hein
Dubodee Hai Maujon Ne, Unakee Hee Nayya
Jo Toofan Se Takarake Aage Bade Hai
Bina Koyee Majee, Bina Hee Khivaiya
Kabhee Na Kabhee Tho, Kahee Na Kahee Par
Humesha Hee Unko, Mila Hai Kinara
Jamane Kee Aankho Ne, Dekha Hai Yaro
Yaha Aadmi Ko Sabak Dostee Ka
Sikhate Huve Jo, Lahu Me Nahaya
Masiha Bana Aur Gandhee Bana Woh
Hajaro Dilo Me, Yaha Ghar Banaya
Unhi Kee Banee Hai, Yaha Yadgare
Unhi Ke Jahan Me, Chumpka Sitara
Jamane Kee Aankho Ne, Dekha Hai Yaro



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Chehre Se Zara Anchal Lyrics
    ...ee Ab Ye Zagade, Yek Baar Muskuraa DoTakadeer Hai Kyaa Apanee, Mainne Jo Tumhen Paayaa Waise To Muze Tum Par Puraa Hee Bharosaa HainKaise Wo Bhoolaa Doo Main Jo Aankhon Ne Dekhaa HainChhedoge Dil Todoge, Yek Baar Muskuraa DoItanee See Shikaayat Par Kitanaa Muze Tadapaaya... Read More
  • 2. Ek Baar Muskura Do Lyrics
    ... Ghar Pyaar Ke Dewataa KaaKahee Tum Ne Chhodaa Jo Daaman Wafaa KaaYahee Jaan De Denge, Hum Yaad RakhanaaMohabbat Kee Pahalee Kasam Yaad Rakhanaa... Read More
  • 3. Kitne Atal Thay Tere Irade - I Lyrics
    ...Aauron Kee Kyon Ho GayeeToo Humaaree Thee, Jaan Se Pyaaree TheeTere Liye Maine Ne Duniyaan Sanwaaree TheeToo Aauron Kee Kyon Ho Gayee Pyaar Kee Mastee Toone Naa Chaahee, Toone To Chaahaa Chaandee Kaa PyaalaaAasoo Kisee Ke Kyaa Too Pahanatee, Tuz Ko Pahanatee Thee Motee Kee MaalaaPag... Read More
  • 4. Kitne Atal Thay Tere Irade - II Lyrics
    ...smein, Sadaa Nibhaayenge Pyaar Kee RasmeinToo Aauron Kee Kyon Ho GayeeToo Humaaree Thee, Jaan Se Pyaaree TheeTere Liye Maine Ne Duniyaan Sanwaaree TheeTo... Read More
  • 5. Roop Tera Aisa Darpan Me Lyrics
    ...t Yaheen Duniyaa Kee Reet Tumhen Mubaarak Man Kaa Meet Rup Teraa Ayesaa Darpan Mein Naa SamaayeKhushaboo Tere Tan Kee Madhuban Mein Naa SamaayeHo Muze Khushee Milee Itanee, Ke Man Mein Naa SamaayePalak Band Kar Loo, Ka... Read More
  • 6. Savere Ka Suraj Lyrics
    ...ahasoos Kyon Ho Tumhaari Subah Ham Tumhen De Chale Hain Jo Har Dam Tumhari Khushi Chaahate Hain Udaas Hoke Unako Na Naashaad Karana Savere ... Sabhi Vaqt Ke Aage... Read More
  • 7. Ye Dil Lekar Nazrana Lyrics
    ...ana A Gaya Tera Deewana Dilabar Jaani Na Dena Dil Tod Tod Tod A : Ye Pyaar Hai Gahara Saagar Hai Doob Ke Tujhako Jaana Dilabar Jaani Ja Ja Re Palla Chhod Chhod Chhod O O Nas-nas Mein Hai Bijali Kaheen Jal Na Jaana Cho : Kaheen Jal Na Jaana Jal Na Jaana A ... Read More
  • 8. Zamane Ki Ankhon Nein Lyrics
    ... Dekho, Ik Bar Kabhee Ghayal Hokar Jamane Kee Aankho Ne Dekha Hai YaroSada Apnee Duniya Me Aisa NajaraKabhee Unko Phulo Se Puja Hai SabneKabhee Jinko Logo Ne Pattar Se Mara Jamane Kee Aankho Ne, D... Read More

Latest Movies