Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar - 2
Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
(pehle Laga Tu Ek Sapna Sa
Ab Toh Lage Tu Mohe Apna Sa) - 2
Le Chal Haath Pakad Ke Sajna Chahe Jidhar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
(aa Gayi Balam Teri Baato Mein
Kya Hain Na Jaane Teri Aankho Mein) - 2
Bhool Gayi Mein Pyar Mein Teri Apni Dagar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
(jaanu Ke Tu Harjaai Hain
Sochu Kyo Aankh Milaai Re) - 2
Lekin Tujhko Dekh Bina Rahe Na Kutch Bhi Khabar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar - 2