--FEMALE--
Dil Lagaane Ki Sazaa To Na Doge Tum
Mujhko Chaahat Mein Dagaa To Na Doge Tum
--MALE--
Main Tera Ho Chuka Hoon, Tu Meri Ho Chuki Hai
Tu Meri Nazron Mein Deewani Kho Chuki Hai
Hey, Karle Mera Yakeen
Deewana Main Deewana
Main Tera Hoon Deewana) - 2
--FEMALE--
Dil Lagaane Ki Sazaa To Na Doge Tum
Mujhko Chaahat Mein Dagaa To Na Doge Tum
--MALE--
Mujhe Hai Teri Aarzoo
Mujhe Hai Teri Justaju
Mujhe Hai Tumse Pyaar
--FEMALE--
Yun Karke Mujhse Aashiqui
Badal Na Jaana Tum Kabhi
Kasam Do Mujhko Yaar
--MALE--
Hey, Hey, Haan
--FEMALE--
Yun Hansaakar Phir Rulaa To Na Doge Tum
Dil Lagaane Ki Sazaa To Na Doge Tum
--MALE--
Main Tera Ho Chuka Hoon, Tu Meri Ho Chuki Hai
Tu Meri Nazron Mein Deewani Kho Chuki Hai
Hey, Karle Mera Yakeen
Deewana Main Deewana
Main Tera Hoon Deewana) - 2
--FEMALE--
Aah Aah Aah Aah Aah, Aah Aah
Aah Aah Aah, Aah Aah Aah
Aah Aah Aah Aah Aah, Aah Aah
--MALE--
Hai Dil Mein Teri Dhadkanein
Labon Pe Tera Naam Hai
Tu Meri Pyaas Hai
--FEMALE--
Tere Daaman Se Chhootke
Bikhar Na Jaaoon Tootke
Tu Meri Aas Hai
--MALE--
Hey, Hey, Haan
--FEMALE--
Meri Duniya Ko Mitaa To Na Doge Tum
Dil Lagaane Ki Sazaa To Na Doge Tum
--MALE--
Main Tera Ho Chuka Hoon, Tu Meri Ho Chuki Hai
Tu Meri Nazron Mein Deewani Kho Chuki Hai
Hey, Karle Mera Yakeen
Deewana Main Deewana
Main Tera Hoon Deewana