Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Dil Ki Hai Tamannna from Movie Force (2011) Summary

Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na
Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani
Arrey ho na kyun hairaani
Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani

Hum jab mil gaye hain, phir kyun yeh faasle
Paas aake bhi hum kuch door se hain
Kyun jijke se hain dono
Kyun pitke se hain dono
Kya jaane hum kyun yun majboor se hain
Mere aankhon mein sitaare hain
Sharmeelay se ishaare hain
Inko zara toh dekho tum, inko toh samjho
Kyun ho gayi ho sharmeeli, jo hai baat dil ki rangeeli
Yeh sharm-warm tum chhodo, hum se toh keh do
Jo dhadkan mein, saanson mein, ik raaz hai chhupa
Aa duniya se keh de hum, mere saathiya
Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na
Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani
Arrey ho na kyun hairaani
Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani
Jab do dilon ka kehna hai, ab saath humko rehna hai
Jab dono dil dhadkte hain, toh kya hai mushkil
Bas itni si shikaayat hai, chup rehne ki jo aadat hai
Chhodo kabhi toh tum keh do, jo kehta hai dil
Jo dhadkan mein, saanson mein, ik raaz hai chhupa
Aa duniya se keh de hum, mere saathiya
Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na
Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani
Arrey ho na kyun hairaani
Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani
Hum jab mil gaye hain, phir kyun yeh faasle
Paas aake bhi hum kuch door se hain
Kyun jijke se hain dono
Kyun pitke se hain dono
Kya jaane hum kyun yun majboor se hain

Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Chahoon Bhi Lyrics
    ...bhi kahin, dil ki yeh dastaan Kaise kahoon Chahoon bhi toh main kaise kahoon Saari jo baatein dil kehta hai Lehar sapno ki kaise ginnu Dariya behta hi rehta hai... Read More
  • 2. Dil Ki Hai Tamannna Lyrics
    ... anjaan hain kaisi hai yeh kahani Arrey ho na kyun hairaani Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai... Read More
  • 3. Dum Hai To Aaja Lyrics
    ...ni Main hoon toofani, duniya ki rani Tu kya rokega, meri mannmaani Dum hai to aaja, dum hai to aaja Mujhse takraane, hey dum hai to aaja Main hoon toofani, duniya ki rani Tu kya rokega, meri mannmaani Dum hai to aaja, dum hai to aaja Mujhse takraan... Read More
  • 4. Khwabon Khwabon Lyrics
    ...dhundhle Halke halke hosh ke hain nishaan Tum humsafar ho toh raste sab hain sehal Har mod par milte sapno ke hain mahal Pighle tann mann hain, saanson mein hai nasha Tu humsafar ho t... Read More
  • 5. Main Chali Lyrics
    ...e Main chali toh jhoom uthi zindagi Main chali toh jaag uthi roshni Mausam naya, nayi nayi hawaein hain Main hoon nayi, nayi meri adaayein hain Main chali toh jhoom uthi zindagi Main chali toh jaag uthi roshni Mausam naya, nayi nayi hawaein hain Main hoon nayi, nayi meri ... Read More

Latest Movies