Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Main Chali from Movie Force (2011) Summary

Yeh roop aur yeh rangat
Yeh chaal aur yeh nazaakat
Kaisi hai yeh kayaamat
Ab koi kya kahe
Yeh roop aur yeh rangat
Yeh chaal aur yeh nazaakat
Kaisi hai yeh kayaamat
Ab koi kya kahe
Main chali toh jhoom uthi zindagi
Main chali toh jaag uthi roshni
Mausam naya, nayi nayi hawaein hain
Main hoon nayi, nayi meri adaayein hain
Main chali toh jhoom uthi zindagi
Main chali toh jaag uthi roshni
Mausam naya, nayi nayi hawaein hain
Main hoon nayi, nayi meri adaayein hain
Teri zulf ki ghataayein, teri shok si nighaahein
Kaisi hai yeh balaayein, ab koi kya kahe
Teri zulf ki ghataayein, teri shok si nighaahein
Kaisi hai yeh balaayein, ab koi kya kahe
Duniya badli hai mera andaaza kyun badle
Sab kuch toh hai badal gaya
Goonja hai jo geet naya toh saaz na kyun badle
Mera bhi sur hai naya
Nayi nayi si hai meri raah
Naya naya mera safar hai
Nayi nayi si hai meri chaahein
Nayi nayi meri nazar hai
Haan nayi nayi meri nazar hai
Tere nain hai niraale, madira ke jaise pyaale
Sambhle na dil sambhaale, ab koi kya kahe
Tere nain hai niraale, madira ke jaise pyaale
Sambhle na dil sambhaale, ab koi kya kahe
Dil chaahe ke leke sitaare haar bana loon main
Chaand ho mere bin diya
Saagar ki saari lehrein aaja mein saja loon main
Jaane kyun chaahe yeh jiya
Koi samjhe toh samjhe deewane
Mujhko hai parwah kya
Main jaane toh bas itna hi jaanu
Dil dhoondhta hai raah kya
Oo dil dhoondhta hai raah kya
Tu hai kaise rang laayi, kaisi tarang laayi
Kaisi umang laayi, ab koi kya kahe
Tu hai kaise rang laayi, kaisi tarang laayi
Kaisi umang laayi, ab koi kya kahe
Main chali toh jhoom uthi zindagi
Main chali toh jaag uthi roshni
Mausam naya, nayi nayi hawaein hain
Main hoon nayi, nayi meri adaayein hain
Oo ..



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Chahoon Bhi Lyrics
    ...hta hai Lehar sapno ki kaise ginnu Dariya behta hi rehta hai Chahoon bhi toh main kaise kahoon Saari jo baatein dil kehta hai Lehar sapno ki kaise ginnu Dariya behta hi rehta... Read More
  • 2. Dil Ki Hai Tamannna Lyrics
    ...bann na Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani Arrey ho na kyun hairaani Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na Jaan ke hum a... Read More
  • 3. Dum Hai To Aaja Lyrics
    ...eri mannmaani Dum hai to aaja, dum hai to aaja Mujhse takraane, hey dum hai to aaja Zurm hai kya, paap hai kya, jaane de Jeetay koi, kaise yahan, yeh dikhlaane de Kisi ki nighaahon ke, halke se ishaare se Duniya jhukti hai yeah Main hoon woh main hoon Maan le jo keh doon Tera jo gammand... Read More
  • 4. Khwabon Khwabon Lyrics
    ... sab hain sehal Har mod par milte sapno ke hain mahal Pighle tann mann hain, saanson mein hai nasha Tu humsafar ho toh sab hai jaise haseen Chaand se zyada hai jagmagaati zameen Pyaar mein doobi si, lagti hai har disha Khwabon khwabon ... Read More
  • 5. Main Chali Lyrics
    ...ngat Yeh chaal aur yeh nazaakat Kaisi hai yeh kayaamat Ab koi kya kahe Main chali toh jhoom uthi zindagi Main chali toh jaag uthi roshni Mausam naya, nayi nayi hawaein hain Main hoon nayi, nayi meri adaayein hain Main chali toh jhoom uthi zindagi Main chali toh jaag uthi roshni Maus... Read More

Latest Movies