Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Guzarish from Movie Ghajini (2008) Summary

Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas
Ab To Tu Aa Ja Paas Paas
Hai Guzarish
Hai Haal To Dil Ka
Tang Tang
Tu Rang Ja Mere
Rang Rang
Bas Chalna Mere
Sang Sang
Hai Guzarish
Kehe De Tu Haan To Zindagi
Jharno Si Chhoot Ke Hansegi
Moti Hongi Moti Rahon Mein
Yai… Yai… Yai
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas
Ab To Tu Aa Ja Paas Paas
Hai Guzarish
Sheeshe Ke Khwaab Leke
Raaton Mein Chal Raha Hoon
Takraa Na Jaoon Kahin
Aasha Ki Lau Hai Roshan
Phir Bhi Toofa Ka Dar Hai
Lau Bhujh Na Jaaye Kahin
Bas Ek Haan Ki Guzarish
Phir Hogi Khushiyon Ki Baarish
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas
Ab To Tu Aa Ja Paas Paas
Hai Guzarish
Hmmm…….hmmm…..hmmm
Hmmm…hmmm…hmmm
Ooo…ooo…
Chanda Hai Aasman Hai
Aur Baadal Bhi Ghaney Hain
Yeh Chanda Chhup Jaaye Na
Tanhayee Das Rahi Hai
Aur Dhadhkan Badh Rahi Hai
Ek Pal Bhi Chaein Aaye Na
Kaisi Ajab Daastan Hai
Bechainiyaan Bas Yahan Hain
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas
Ab To Tu Aa Ja Paas Paas
Hai Guzarish
Hai Haal To Dil Ka
Tang Tang Tu Rang Ja Mere
Rang Rang Bas Chalna Mere
Sang Sang Hai Guzarish
Keh De Tu Haan To Zindagi
Jharno Si Chhoot Ke Hansegi
Moti Honge Moti Rahon Mein
Yai…yai…yai…
Tu Meri Adhuri Pyaas Hai
Hmmm…hmmm…hmmm…
Hmmm…hmmm…hmmm…
O’ho…O’ho…
O’ho…O’ho…



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aye Bachchu Lyrics
    ...¦ Mere Dil Ka Ye Order… Ab Khul Ke Jeele Tu… Koi Seema Na Border… Halka Sa Nasha Hai… Masti Ki Wine Mein Jeene Ka Hai Chaska Toh Aaja Linemein Suno Yaaron Suno Ek Raaz Gehraa… Kiston Mein Kya Jeena Lambee Saans Lo Zaara… Muth... Read More
  • 2. Behka Lyrics
    ... Wanzil Paaye Hatke Alag Si Thi, Bilkul Juda Si Na Hi Adaayein, Na Ko Aangraii Behka Behka Main Behka Behka Mehka Mehka Yeh Maan Hai Mehka Behka Min Behka, Woh Behki Hawa Si Aai Ek Hi N... Read More
  • 3. Guzarish Lyrics
    ...Mere Sang Sang Hai Guzarish Kehe De Tu Haan To Zindagi Jharno Si Chhoot Ke Hansegi Moti Hongi Moti Rahon Mein Yai… Yai… Yai Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas Tu Aa Gayee Mann Ko Raas Raas Ab To Tu Aa Ja Paas Paas Hai Guzarish Sheeshe Ke Khwaab Leke Raaton Mein Chal Raha Hoon Takraa Na Jaoon Kahin ... Read More
  • 4. Kaise Mujhe Lyrics
    ...ayee Jheel Mein Jaise Chaand Utarta Hai Kabhi Houley Houley Dheerey Se Gungunati Dhoop Ki Tarah Se Tarannum Mein Turn Chhookey Mujhe Guzri Ho Yun Dekhoon Tumhe Ya Main Sunoo Tum Ho Sukoon Turn Ho Junoo Kyun ... Read More
  • 6. Latoo Lyrics
    ...Chal Mein Ghungroo Hai Mausam Hai Oh Oh Oh Oho Yaar Yaar Yaar Yaar Mera Yaar Yaar Yaar Yaar Yaar Yaar Yaar Mera Yaar Yaar Yaar Latoo Latoo Latoo Main Us Pe Latoo Latoo Latoo Latoo Mein Us Pe Latoo Yaar Yaar Yaar Yaar Yaar Yaar Mera Yaar Yaar Yaar Yaar Mera Yaar Yaar Yaar Uske Aane Se Bus J... Read More

Latest Movies