Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Jaaniya from Movie Haunted 3D (2011) Summary

Dil sunta hai, teri sadaa
Aa ru ba ru, ab toh zara
Bechain si, meri zindagi
Sunn kar teri, yeh dastaan
Jeena mera aasan kar, tu mil ke yeh ehsaan kar
Kahin kho gaya chain oh sukoon, tere dard ko ab jaan kar
Jaaniya o jaaniya, bas roye dil mera
Aasu palkon pe nahin hai bewajah
Dil hai gum zyadaa jaaniya
Tujhe paa liya ya kho diya
Iss baat par, dil ro diya
Ke chaah kar, tu naa aa sakey
Tu waqt hai, guzra hua
Tujhe rakh liya, inn yaadon ne
Ik phool sa, kitaabon mein
Iss dil mein tu, rahega sadaa
Aur mehkega, inn saanson mein
Raaton mein tu jal jaata hai
Chehre mein tu dhal jaata hai
Taara hai tu mujh mein toota sa
Neendhon se jaga deta hai
Palkon ko bhigo deta hai
Dariya hai tu mujh mein dooba sa
Har waqt khwaabon ki tarah, tu aata raha
Jaaniya o jaaniya, din kya raat kya
Aahat ho koi, lagta hai sadaa
Ke tu hai wahan jaaniya
Jaaniya o jaaniya, bas roye dil mera
Aasu palkon pe nahin hai bewajah
Dil hai gum zyadaa jaaniya



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Jaaniya Lyrics
    ...yadaa jaaniya Tujhe paa liya ya kho diya Iss baat par, dil ro diya Ke chaah kar, tu naa aa sakey Tu waqt hai, guzra hua Tujhe rakh liya, inn yaadon ne Ik phool sa, kitaabon mein Iss dil mein tu, ra... Read More
  • 2. Mujhe De De Har Gham Tera Lyrics
    ...nn haathon ki lakeerein Tum mila mere inn haathon ki lakeeron se haan Milti hai sabhi Kaise naa milti tu ab mujhe Jo lika meri kismat mein, naseebon mein haan Tu toh hai wahi Tu hi, haan woh dard hai... Read More
  • 3. Sau Baras Lyrics
    ...e raat hue Sau baras guzre din hue Sau baras guzre chaand dikhe Sau baras guzre bin jiye Kyun pal theharta hai yeh Kyun waqt badalta nahin hai Yeh raah sooni hai kyun Kyun koi nikalta nahin hai Sau baras guzre saans liye Sau baras guzre bin ji... Read More
  • 4. Tera Hi Bas Hona Chaahoon Lyrics
    ... na dil tujhse judaa hoga Teri taqdeer mein mujhko, woh ab toh likh raha hoga Khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga Teri taqdeer mein mujhko, woh ab toh likh raha hoga Tera hi bas hona chaahoon Tere da... Read More
  • 5. Tum Ho Mera Pyar Lyrics
    ...a, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Jab mile nahin thay tum, na thi khushiyan na gham Tum mile to badle zindagi ke yeh mausam Ho sunn raha hai jo dua mera rab hai tujh mein Har jagah tha kuch kam mila... Read More
  • 6. You're So Beautiful Lyrics
    ...i Ho suno, suno you're beautiful Suno, suno you're beautiful Ho ke bhi na ho yakeen You're so beautiful Khayalon mein, bas gaya haan tu Phir pehron dil ne, socha tujhe Laga yun, aur jee loon main Jab aankhon maine, dekha tujhe Suno, suno y... Read More

Latest Movies