Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Band Baaja from Movie Hello Darling (2010) Summary

Ring tara ..
Dekhne mein hai achcha khaasa, dekhne mein hai achcha khaasa
Kewal bole prem ki baasha, kewal bole prem ki baasha
Dekhne mein hai achcha khaasa, dekhne mein hai achcha khaasa
Kewal bole prem ki baasha, kewal bole prem ki baasha
Aake tu iss ke dil mein samaja
Oye oye mein tere dar pe aaya leke band baaja
Mein tere dar pe aaya leke band baaja
Sanam iss dhadkan mein bhi pehle sa woh josh nahi hai
Mein tere ishq mein yun besaar hoon apna hosh nahi hai
Yeh saara dosh hai tera iss mein mera dosh nahi hai
Haan sanam iss dhadkan mein bhi pehle sa woh josh nahi hai
Mein tere ishq mein yun besaar hoon apna hosh nahi hai
Yeh saara dosh hai tera iss mein mera dosh nahi hai
Pyaar hai kitna inn aankhon mein, pyaar hai kitna inn aankhon mein
Ek akela hai laakhon mein, ek akela hai laakhon mein
Aashiq bana hai abhi taaza taaza
Oye oye mein tere dar pe aaya leke band baaja
Mein tere dar pe aaya leke band baaja
Na dooja kaam koi bas tujhpe marna kaam bachcha hai
Tujhe sab saup diya bas paas mere mera naam bachcha hai
Jo karna tha tu kar baithi ab katle aam bachcha hai
Na dooja kaam koi bas tujhpe marna kaam bachcha hai
Tujhe sab saup diya bas paas mere mera naam bachcha hai
Jo karna tha tu kar baithi ab katle aam bachcha hai
Arrey yeh toh lagta hai deewana, yeh toh lagta hai deewana
Ab toh isko aur satana, ab toh isko aur satana
Yehi hai tere khwaabon ka raja
Mein tere dar pe aaya leke band baaja, mein tere dar pe aaya leke band baaja
Yeh tere dar pe aaya leke band baaja, yeh tere dar pe aaya leke band baaja



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aa Jaane Jaan Aa Lyrics
    ...e liye hai aas lagaye o zalim aa jaana Mein hoon tu hai yeh hai woh hai, charo hain yahan Dekho socho yun na roko, mauka hai jawan Babes yaha aaya hai, dil ko churane casanova, casanova Aa jaane jaan, aa jaane jaan You want sa (some), you... Read More
  • 2. Attrah Baras Ki Lyrics
    ...sohniye, keh doon tujhe Glass bhi hai, paas bhi hai Nasha bhi tu hai, mazaa bhi tu hai Hosh udhe na kahin tera Jaan teri le le na yeh nakhra mera Haan meri nazar s... Read More
  • 3. Band Baaja Lyrics
    ...sa, dekhne mein hai achcha khaasa Kewal bole prem ki baasha, kewal bole prem ki baasha Dekhne mein hai achcha khaasa, dekhne mein hai achcha khaasa Kewal bole prem ki baasha, kewal bole prem ki baasha Aake tu iss ke dil mein sama... Read More
  • 5. Dil To Saala Lyrics
    ...na make you body go troublin I here say hello darling Hello darling, I wanna get you up in bubblin I wanna make you body go troublin I here say hello darling ... Read More
  • 6. Working Girls Lyrics
    ... working girls We are working girls - 2 times Waqt nahi hai pyaar ka, waqt nahi ikraar ka Umeedon se zyada hai hausla mein dum Hum chahe to rakh de sitaron pe kadam Umeedon se zyada hai hausla mein dum Hum chahe to rakh de sitaron pe kadam Hey oh, agar hum thaan le Hey ... Read More

Latest Movies