Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Saubah Subah from Movie I See You (2006) Summary

Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Subah Nayi Jagah
Nayi Tarah Se Nayi Dishaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Nayi Hain Meri Nazar Ya Hain Nazaarein Naye
Yaa Dekhate Khwab Main Chal Raha Hoon
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Subah Nayi Jagah
Nayi Tarah Se Nay Nazaare Main Dekhata Hoon
Ye Gungunaata Huva Sama, Ye Muskuraati Fiza
Jahaan Ke Saath Main Chal Raha Hoon
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Jo Abhi Hain Usiko Jilein, Jo Diya Wo Ji Liya
Wo Nasha Pi Liya
Kal Nasha Hain Ek Naya Jo, Na Kiya To Kya Jiya
Har Pal Ko Pi Ke Agar Dil Na Bhar Diya
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Subah Nayi Hava
Nayi Tarah Se Nayi Dishaayon Mein Chal Raha Hoon
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Subah Nayi Jagah
Nayi Tarah Se Nayi Dishaayon Mein Chal Raha Hoon
Ye Gungunaata Huva Sama, Ye Muskuraati Fiza
Jahaan Ke Saath Main Chal Raha Hoon
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon



Comments
busy

More songs from movie

  • 3. Kehna Hai Jo Lyrics
    ...yi Hai Ab Karna Bhi Kya Ho Ho Oh O.. Kehna Hai Jo Dil Se Kaho Dilbar Mere Dil Mein Raho Mohabbat Ki Nahin Hai Mohabbat Ho Gayi Hai Ab Darrna Bhi Kya Ho Ho Oh O.. Sharaarat Ki Nahin Hai Sharaarat Ho Gayi Hai Ab Karna Bhi Kya Ho Ho Oh O.. Duniya Ki Baaton K... Read More
  • 4. Sach Hui Lyrics
    ...i Shayaad Sawaal Thi Mein Dhundlaai Koi Tune Mujhse Pechaana Mujhse Jana Mujhe Apna Liya Mera Matlab Tune Mujhe Samjha Diya Sach Hui Sach Hui Mein Sach H... Read More
  • 5. Saubah Subah Lyrics
    ...waayon Mein Chal Raha Hoon Nayi Subah Nayi Jagah Nayi Tarah Se Nay Nazaare Main Dekhata Hoon Ye Gungunaata Huva Sama, Ye Muskuraati Fiza Jahaan Ke Saath Main Chal Raha Hoon Subah ... Read More
  • 6. Subah Subah - Remix Lyrics
    ...a Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon Jo Abhi Hain Usiko Jilein, Jo Diya Wo Ji Liya Wo Nasha Sha Aa Aa Aa.... Wo Nasha Pi Liya Kal Nasha Hain Ek Naya Jo, Na Kiya To Kya Jiya Subah Subah Ye... Read More

Latest Movies