Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Nana Chi Taang from Movie Khatta Meetha Summary

Tere peechay aaye jo bhi tere aagey aaye jo bhi pyaar se jo lega tera naam
Tyacha nana chi taang
Jis ki tu nazar mein aaye jo tujhe nazar lagaaye kar doon usko main tera ghulaam
Tyacha nana chi taang
Meri hai tu to meri hai
Tu mera sapna
Churaye mera sapna jo
Bolunga main usko saare aam
Tujhe nana chi taang

Mere siwa tujhko jo dekh lagta bura
Ik din main duniya se tujhko hi loonga chura
Aake farishtey bhi tujhse mile to jalun
Subahon ko, shaamon ko, raaton ko main hi milun
Tere mere pyaar se jo jal raha ho jaan le woh de raha hoon main usse paigaam
Tyacha nana chi taang
Jis ki tu nazar mein aaye jo tujhe nazar lagaaye kar doon usko main tera ghulaam
Tyacha nana chi taang

Chuke hawayein kyun guzre yun tujhko bala
Takde hue tujhko kyun hai yeh suraj dala
Inn ko bhi tujhse mohabbat hui jo kahin
Ho jaayegi inn se bhi phir meri dushmani
Tu toh hai pasand meri chahatein kare jo teri pyaar ke jo bejega salaam
Tyacha nana chi taang
Jis ki tu nazar mein aaye jo tujhe nazar lagaaye kar doon usko main tera ghulaam
Tyacha nana chi taang
Meri hai tu to meri hai
Tu mera sapna
Churaye mera sapna jo
Bolunga main usko saare aam
Tujhe nana chi taang

Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aila Re Aila Lyrics
    ...ga Yeh ho dagar, woh ho dagar, maina ruke ga Aila re aila, haath jamailya Aila re aila, haath jamailya Main hoon kahin, tu hai kahin, yeh hai kahin, woh hai kahin Dole dole dole re jiya Baat chali, aisi chali, dhoom machi gali gali Aisa tune kaam hai kiya... Read More
  • 3. Bull Shit Lyrics
    ...f baashan nahi doonga Raashan bhi dunga, peenay ka saaf paani bhi doonga Ladkon ka jaal bicha doonga Koi gareeb nahi hoga Koi footpath pe nahi soyega Hindus... Read More
  • 4. Nana Chi Taang Lyrics
    ...olunga main usko saare aam Tujhe nana chi taang Mere siwa tujhko jo dekh lagta bura Ik din main duniya se tujhko hi loonga chura Aake farishtey bhi tujhse mile to jalun Subahon ko, shaamon ko, raaton ko main hi milun Tere mere pyaar se jo jal rah... Read More
  • 6. Sajde Lyrics
    ...dil yeh behla, tu jaise karma pehla Chahun na phir kyun main tujhe Jis pal na chaha tujhko, uss pal sazayein maangi, paya hai maine phir tujhe Sajde ki yeh hai lakhon, lakhon duayein maangi, paya hai maine phir tujhe Jaane tu sara woh, ... Read More
  • 7. Sajde - Remix Lyrics
    ...an't live without you, can't breathe without you Don't wanna live without you baby Sajde ki yeh hai lakhon, lakhon duayein maangi, paya hai maine phir tujhe Chahat ki teri maine, haqq me... Read More

Latest Movies