Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Khwab - Rock from Movie Kucch Luv Jaisaa (2011) Summary

Khwab tha khwab sa, ya tha sacch koi
Dekha jaagti aankhon ne tha jo
Tha bura ya bhala, socha hi nahin
Mera dard na jaane kya tha woh
Khwab tha khwab sa, ya tha sacch koi
Dekha jaagti aankhon ne tha jo
Tha bura ya bhala, socha hi nahin
Mera dard na jaane kya tha woh
Na woh saathi, na woh saaya
Phir bhi jala, saath mere
Yaadon sa woh, vaadon sa woh
Din sa dhala, saath mere
Uski baatein tukda tukda, maine yaadon mein sambhaali hai
Jaanu na kyun
Uski yaadein dheere dheere, maine saathi hi bana li hai
Jaanu na kyun
Na woh apna, na tha sapna
Phir bhi jala, saath mere
Yaadon sa wow, vaadon sa woh
Din sa dhala, saath mere
Jab ye pooche koi uska aur mera kya tha rishta bhala
Kya main kahun
Woh begaana, woh dewaana
Aise mere saath kyun hai chala haan
Kya main kahun
Rashi sa woh, maahi sa woh
Jo tha chala, saath mere
Yaadon sa woh, vaadon sa woh
Din sa dhala, saath mere



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Baadlon Pe Paon Lyrics
    ...haath mein, saump di hai zindagi Khoob hai, khaas hai, ab khwaab si hai zindagi Woo oo .. Aise main ne dekhe raaste woh Jo na bane thay mere vaaste woh Ujaalon ki thi ose jinpe yeh hosh jinpe tha laapata Mere haathon se dil jhootha aise Mera na ho yeh ho begaana jaise ... Read More
  • 3. Khwab - Rock Lyrics
    ...jo Tha bura ya bhala, socha hi nahin Mera dard na jaane kya tha woh Khwab tha khwab sa, ya tha sacch koi Dekha jaagti aankhon ne tha jo Tha bura ya bhala, socha hi nahin Mera dard na jaane kya tha woh Na woh saathi, na woh saaya Phir bhi jala, s... Read More
  • 4. Naina Lyrics
    ...ole tole Ude haule haule, mann bole bole Naina bhole bhole, kuch bole bole Phir haule haule, mann dole dole Baahein khole khole, par tole tole Ude haule haule, mann bole bole Hota hai jaise, neendhon mein bolna ... Read More
  • 5. Thoda Sa Pyaar Lyrics
    ...un yeh ho Kabhi main chaahun woh ho Kabhi main bhi kisi ka karun intezar Ho thoda sa pyaar Thoda sa badle, thoda sa behle, thoda sa machle Yeh dil khwaab ki baar Meri bhi hai tamanna Kisi ko toh hai bhanna Kisi se jhootha roothun Karun main takraar Ho thod... Read More
  • 6. Thoda Sa Pyaar (Madhu's Search For Love) Lyrics
    ...u walk into my lie Kabhi main jeena chaahun, kabhi main bhoolun jeena Kabhi main maangu aise, duaayein sau baar Ho thoda sa pyaar Kabhi main chaahun yeh ho Kabhi main chaahun woh ho Kabhi main bhi kisi ka karun intezar Ho thoda sa pyaar Thoda sa ba... Read More
  • 7. Thoda Sa Pyaar (Raghav's Search For Love) Lyrics
    ... chaahun yeh ho Kabhi main chaahun woh ho Kabhi main bhi kisi ka karun intezar Ho thoda sa pyaar Thoda sa badle, thoda sa behle, thoda sa machle Yeh dil khwaab ki baar Meri bhi hai tamanna Kisi ko toh hai bhanna K... Read More

Latest Movies