Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Main Kaun Hoon from Movie Lamhaa (2010) Summary

Bulla kahe tu kuch bhi nahi
Main bhi kahun main kuch bhi nahi
Bulla kahe tu kuch bhi nahi
Main kuch bhi nahi
Naa des mera, naa mitti meri
Main hoon banjaara
Meri hi zameen pe
Main kaun hoon, main kaun hoon
Kyon apne jahaan mein
Main hoon ajnabee
Main kaun hoon, main kaun hoon
This long cannot go
Pandito ke naam par
Kashmeeriat ke naam par
Azaadi ke naam par
Sabi shaamil hain, sabi shaamil hain
Naa jaane kyun aisa ho gaya
Begaani hui apni jagah
Naa jaane kyun apni hi taraf
Uth ti hain sabhi ki ungliyaan
Ab to yakeen khud pe bhi nahin
Anjaana hai har lamhaa yahaan
Nazre churaaye, aankhein jhukaaye
Kab tak jeeye hum iss tarah
Kaisi khata thi, jo yeh sazaa di
Humko kahin ka naa rakha
Jannat thi apni sarzameen
Sufi humko kehte sabhi
Ab to koi, mujrim koi, aatanki keh raha
Main kaun hoon, main kaun hoon
Kyon apne jahaan mein
Main hoon ajnabee
Main kaun hoon, main kaun hoon
Naa des mera, naa mitti meri
Main hoon banjaara
Meri hi zameen pe
Main kaun hoon, main kaun hoon
Chehre to sabke hain haseen
Par dil mein hai bas aag hi
Bujhti nahi jo jal rahi
Jo puche barhaan
Main kaun hoon, main kaun hoon
Kyon apne jahaan mein
Main hoon ajnabee
Main kaun hoon, main kaun hoon



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Madno Lyrics
    ...jhe na paa sakun Hai dil ko teri justaju Par main tujhe na paa sakun Main hoon shab tu subah Dono jud ke judaa Main hoon labh tu dua Dono jud ke judaa Madno, mashuko, dilbaro, madno re Hai dil ko teri aarzoo Par main ... Read More
  • 2. Main Kaun Hoon Lyrics
    ...Main hoon ajnabee Main kaun hoon, main kaun hoon This long cannot go Pandito ke naam par Kashmeeriat ke naam par Azaadi ke naam par Sabi shaamil hain, sabi shaamil hain Naa jaane kyun aisa ho gaya Begaani hui apni jagah Naa jaane kyun apni hi taraf Uth ti hain sabhi ki ungliyaan Ab to yakee... Read More
  • 3. Rehmat Zara Lyrics
    ...aane de gaye sargoshiyan Yun hi raatein dhalti hain Yun hi hoti subah Rehmat zara .. kar de khuda Rehmat zara .. hum par tu kar de khuda Ik pal mila kabhi khushnuma Ik pal mila kabhi gumzada Ik pa... Read More
  • 4. Saajnaa Lyrics
    ...shab tu subah Dono jud ke judaa Main hoon labh tu dua Dono jud ke judaa Saajnaa, saajnaa, mahiya, saajnaa ve Hai dil ko teri aarzoo Par main tujhe naa paa sakun Hai dil ko teri justaju Par main tujhe naa paa sakun Main hoon shab tu subah Dono jud ke judaa Main hoo... Read More
  • 5. Salaam Zindagi Lyrics
    ...ko khushi hui Salaam zindagi - 24 times Hum saath mein hain aur saath rahe Bas dua yeh karte hain Aabaad rahe apni mohabbat Rab se yeh kaha karte hain Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki Uss cheez ko paakar bahut dil ko khushi ... Read More
  • 6. Zameen-O-Aasmaan Lyrics
    ... tu zameen pe aa Aake tu khud dekh ke teri duniya Nafratein kar rahin hain kaise tabah Koi karta nahi kisi pe yakeen Kaun kya hain chale pata bhi nahi Haan magar unko sazaa milti hai Jinki hoti hain koi khata hi nahi Ab har taraf itna ghana andhera hai Bhej suraj yahan, koi... Read More

Latest Movies