Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Rehmat Zara from Movie Lamhaa (2010) Summary

Ik pal mila kabhi khushnuma
Ik pal mila kabhi gumzada
Ik pal rahin kabhi khairyat
Ik pal hua kabhi haadsa
Mausam kuch anjaane aise mile yahaan
Dil ko jo de gaye khamoshiyan
Mausam kuch pehchaane de gaye sargoshiyan
Yun hi raatein dhalti hain
Yun hi hoti subah
Rehmat zara .. kar de khuda
Rehmat zara .. hum par tu kar de khuda
Ik pal mila kabhi khushnuma
Ik pal mila kabhi gumzada
Ik pal rahin kabhi khairyat
Ik pal hua kabhi haadsa
Umre katt ti rehti hain, dhoop kabhi baarish mein
Gum ki rut bhi aati hain, khushiyon ki khwaaish mein
Aksar lamhe katt te hain, chaahat ya ranjish mein
Har dum kaliyaan khilti hain, kaaton ki bandish mein
Ik pal kabhi sukun hai
Ik pal kabhi hai bekali
Ik pal kabhi junoon hai
Ik pal kabhi hai bebasi
Yeh hi azal se hota raha hai
Yun hi jeeya har ik insaa
Rehmat zara .. kar de khuda
Rehmat zara .. hum par tu kar de khuda
Mausam kuch anjaane aise mile yahaan
Dil ko jo de gaye khamoshiyan
Mausam kuch pehchaane de gaye sargoshiyan
Yun hi raatein dhalti hain
Yun hi hoti subah
Rehmat zara .. kar de khuda
Rehmat zara .. hum par tu kar de khuda



Comments
busy

Tags

  • zara lamhaa hindi movie
  • rehmat zara lyrics

More songs from movie

  • 1. Madno Lyrics
    ...oo Par main tujhe na paa sakun Hai dil ko teri justaju Par main tujhe na paa sakun Main hoon shab tu subah Dono jud ke judaa Main hoon labh tu dua Dono jud ke judaa Mad... Read More
  • 2. Main Kaun Hoon Lyrics
    ...lla kahe tu kuch bhi nahi Main kuch bhi nahi Naa des mera, naa mitti meri Main hoon banjaara Meri hi zameen pe Main kaun hoon, main kaun hoon Kyon apne jahaan mein Main hoon ajnabee Main kaun hoon, main kaun hoon This long cannot go Pandito ke naam par Kashmeeriat ke naam par Azaadi ke naam par... Read More
  • 3. Rehmat Zara Lyrics
    ... de gaye khamoshiyan Mausam kuch pehchaane de gaye sargoshiyan Yun hi raatein dhalti hain Yun hi hoti subah Rehmat zara .. kar de khuda Rehmat zara .. hum par tu kar de khuda Ik pal mila kabhi khushnuma Ik pal mila kabhi gumzada... Read More
  • 4. Saajnaa Lyrics
    ...e Hai dil ko teri aarzoo Par main tujhe naa paa sakun Hai dil ko teri justaju Par main tujhe naa paa sakun Main hoon shab tu subah Dono jud ke judaa Mai... Read More
  • 5. Salaam Zindagi Lyrics
    ...mein hain aur saath rahe Bas dua yeh karte hain Aabaad rahe apni mohabbat Rab se yeh kaha karte hain Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki Uss cheez ko paakar bahut dil ko khushi hui Jis cheez ko paane ki thi umeed ... Read More
  • 6. Zameen-O-Aasmaan Lyrics
    ...eri duniya Nafratein kar rahin hain kaise tabah Koi karta nahi kisi pe yakeen Kaun kya hain chale pata bhi nahi Haan magar unko sazaa milti hai Jinki hoti hain koi khata hi nahi Ab har taraf itna ghana andhera hai Bhej suraj yahan, koi chaand dikha Zameen-o-aasmaa... Read More

Latest Movies