Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Zameen-O-Aasmaan from Movie Lamhaa (2010) Summary

Zameen-o-aasmaa ke maalik sun
Chod saare kaam tu zameen pe aa
Zameen-o-aasmaa ke maalik sun
Chod saare kaam tu zameen pe aa
Aake tu khud dekh ke teri duniya
Nafratein kar rahin hain kaise tabah
Koi karta nahi kisi pe yakeen
Kaun kya hain chale pata bhi nahi
Haan magar unko sazaa milti hai
Jinki hoti hain koi khata hi nahi
Ab har taraf itna ghana andhera hai
Bhej suraj yahan, koi chaand dikha
Zameen-o-aasmaa ke maalik sun
Chod saare kaam tu zameen pe aa
Ab tere naam par tere bande
Iss kadar itna khoon bahaate hain
Dekh kar jinko yeh samandar bhi
Apni aukaadon pe sharmaate hain
Tu nek de, taufeek aakar
Jo bhi bhatke hain unhe sahi raah bataa
Tu nek de, taufeek aakar
Jo bhi bhatke hain unhe, sahi raah bataa
Zameen-o-aasmaa ke maalik sun
Chod saare kaam tu zameen pe aa
Lamhaa har lamhaa khauf bhara
Kyon hain yahaan, kyon hain yahaan
Lamhaa har lamhaa khauf bhara
Kyon hain yahaan, kyon hain yahaan



Comments
busy

Tags

  • zameen o aasman lyrics

More songs from movie

  • 1. Madno Lyrics
    ...a sakun Hai dil ko teri justaju Par main tujhe na paa sakun Main hoon shab tu subah Dono jud ke judaa Main hoon labh tu dua Dono jud ke judaa Madno, mashuko, dilbaro, madno re Hai dil ko teri aarzoo Par main tujhe na paa sakun Hai dil ko teri justaju Par main tujhe na pa... Read More
  • 2. Main Kaun Hoon Lyrics
    ...his long cannot go Pandito ke naam par Kashmeeriat ke naam par Azaadi ke naam par Sabi shaamil hain, sabi shaamil hain Naa jaane kyun aisa ho gaya Begaani hui apni jagah Naa jaane kyun apni hi taraf U... Read More
  • 3. Rehmat Zara Lyrics
    ... aise mile yahaan Dil ko jo de gaye khamoshiyan Mausam kuch pehchaane de gaye sargoshiyan Yun hi raatein dhalti hain Yun hi hoti subah Rehmat zara .. kar de khuda Rehmat zara .. hum par tu kar de khuda Ik pal mila kabhi khushnuma Ik pal mila ka... Read More
  • 4. Saajnaa Lyrics
    ...ar main tujhe naa paa sakun Main hoon shab tu subah Dono jud ke judaa Main hoon labh tu dua Dono jud ke judaa Saajnaa, saajnaa, mahiya, saajnaa ve Hai dil ko teri aarzoo Par main... Read More
  • 5. Salaam Zindagi Lyrics
    ...te hain Aabaad rahe apni mohabbat Rab se yeh kaha karte hain Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki Uss cheez ko paakar bahut dil ko khushi hui Jis cheez... Read More
  • 6. Zameen-O-Aasmaan Lyrics
    ... pe aa Zameen-o-aasmaa ke maalik sun Chod saare kaam tu zameen pe aa Aake tu khud dekh ke teri duniya Nafratein kar rahin hain kaise tabah Koi karta nahi kisi pe yakeen Kaun kya hain chale pata bhi nahi Haan ma... Read More

Latest Movies