Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Phir Mohabbat from Movie Murder 2 (2011) Summary

Jab jab tere paas main aaya, ik sukoon mila
Jise main tha bhoolta aaya, woh wajood mila
Jab aaye mausam gham ke, tujhe yaad kiya
Jab sehme tanha pann se, tujhe yaad kiya
Dil, sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil, yenhi ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Aisa kyun kar hua, jaanu na main jaanu na
Dil, sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil, yenhi ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Jis raah pe, hai ghar tera
Aksar wahan se haan main hoon guzra
Shayad yahin, dil mera haan
Tu mujkho mil jaaye kya pataa
Kya hai yeh silsila, jaanu na main jaanu na
Dil, sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil, yenhi ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Kucch bhi nahin, jab darmiyaan
Phir kyun hai dil tere hi khwaab bunta
Chaaha ki de, tujhko bhulaa
Par yeh bhi mumkin ho na saka
Kya hai yeh maamla, jaanu na main jaanu na
Dil, sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil, yenhi ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil, sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu



Comments
ankit arora on July 30, 2011
very nice song
Syed Ayaz on July 22, 2011
Nice movie
milind on July 12, 2011
vry nice songs assets/smilies/smiley.gif
munish on June 30, 2011
shimla rcks.......munish
busy

Tags

  • write the song phir mohabat from murder 2 flim
  • murder 2 song in write
  • play the song phir mohabbat
  • phir mohabbat from murder 2 write up
  • murder 2 phir mohabbat
  • songs and lyrics of phir mohabat karne chala
  • murder 2 hindi movie lyrics phir mohabat
  • Phir mohabat song from Murder 2 lyrics
  • song mohabat kar na chala
  • lyrics of down to phir mohabbat
  • song dil ruk ja zara phir pyar kar ne chala
  • bola khoobsurat hain tu
  • song phir muhabat karnay jala

More songs from movie

  • 1. Aa Zara Lyrics
    ...ala doon, teri aanhon mein Aagosh mein aaj mere samaa ja Jaane kya hona hai kal Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le Yeh jahaan saara bhool kar Jismo ... Read More
  • 3. Aye Khuda Lyrics
    ...ai Ab toh khataayein fitrat hi si hai Main hi hoon woh jo rehmat se gira Aye khuda, gir gaya, gir gaya Main jo tujhse door hua Lutt gaya, lutt gaya Aye khuda, gir gaya, gir gay... Read More
  • 5. Hale Dil Lyrics
    ...Tere sang jo pal bitaata Waqt se main woh maang laata Yaad karke muskuraata haan Woo oo .. Tu meri raah ka sitaara Tere bina hoon main awaara Jab bhi ta... Read More
  • 7. Phir Mohabbat Lyrics
    ...ab aaye mausam gham ke, tujhe yaad kiya Jab sehme tanha pann se, tujhe yaad kiya Dil, sambhal ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Dil, yenhi ruk ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Aisa kyun kar hua, jaanu na main jaanu na Dil, sambhal ja zara Phir mohabbat ka... Read More
  • 8. Tujhko Bhulaana Lyrics
    ...away, stay away, you are not the one for me go away, stay away, this is our realty) Tujhko bhulaana Aasu na laana Aur muskuraana Ab aa gaya, ab aa gaya Yaadon se teri, daaman chhudaana Dil na dukhaana, ab aa gaya, ab aa gaya Sunn bewafa yeh, taiy kar liya Reh lenge hum tere bin Hey ab dard bhi ky... Read More

Latest Movies