Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Aankh Lagayee from Movie Muskurake Dekh Zara (2010) Summary

Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee, maine na aankh lagaee
Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai
Ishq to hai zakhmon ka gehna, o jis jis ne bhi isko pehna
Hua sadaa woh sadai hai, hua sadaa, hua sadaa woh sadai hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee hai, jab se maine
Ishq to hai ik naag sunehra, ho aankhon se andha, kaanon se behra
Isske dasse ki na dawai hai, isske dasse, isske dasse ki na dawai hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee hai, jab se maine
Ishq to hai ik aanch suhani, ho tune to aag hai dikhne ko paani
Isske jale ki duhai hai, isske jale ki, isske jale ki duhai hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee hai, jab se maine
Jism hai tera phool ki daali, dekh ke tere roop ki laali
Chaandni bhi sharamayi hai, chaandni bhi, chaandni bhi sharamayi hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee hai, maine na aankh lagaee hai
Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aankh Lagayee Lyrics
    ... tumse aankh lagaee hai Ishq to hai zakhmon ka gehna, o jis jis ne bhi isko pehna Hua sadaa woh sadai hai, hua sadaa, hua sadaa woh sadai hai O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aan... Read More
  • 2. Aye Dost Lyrics
    ...ss ke tu mil Ye duniya ka khela, hai haar jeet ka rela Tu har haal mein gaate jaana ooo Aye dost, hass ke zara sab se mil, hass ke tu mil Thokar se kaanpe chalenge phir kya, anjaam soche padenge phir kya Gum se jo seheme hassenge phir kya, jaane ka darr ho jeenge phir kya Ye duniya hai funny, par ... Read More
  • 3. Chadni Lyrics
    ... tak jo door the, unka hi noor hai, roshan hui dil ki zameen hoo Chandni aasman pe hai nahin woh to hai yahin kahin, khushnaseebi Nazuk honthon pe kaatil hassi hai, nigahein hai teer si Shabnam mein adaayein sholon si hai, tu hai rango mein rangi Ab rang le tu p... Read More
  • 4. Muskurake Dekh Zara Lyrics
    ...to aasan hai Sharrt bas itni hai, unpe to muskaye Muskurake dekh, zara muskurake dekh, muskurake dekh zara Tuta ik tara, khali kahan hai aasman Aankhon ho armaan, hass ta rahe jo dil sada Hass hass ke yaara, hass hass ke yaara Gum ko zara... Read More
  • 5. Roothe Roothe Lyrics
    ...e, gusse pe hain kurbaan hum tere Sun le rehbar mere Tumne hi ishq se milwaya, hum sabak pyaar ka padh paya Aur aakh hami se ho pere Tumne hi ishq se milwaya, hum sabak pyaar ka padh paya A... Read More
  • 6. Sahi Bola Lyrics
    ... re (sahi bola re) Ab to daulat bina thodi shaurat bina sauda dil ka dil se na re Sahi bola re, sahi bola re, tu samjha kya bhai jo bola re Chehre pe nazar rukti thi, nigahein sha... Read More
  • 8. Tu Hai Mera Yaar Lyrics
    ...aa ne, jaadu sa dil hai bakhera Madhosh sa ho gaya main haye Mujhko nahin hosh mera Aye mere jaane wafa, aa mere baahon mein aa Tu hai mera yaar, tu hai... Read More

Latest Movies