Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Aitbaar from Movie No One Killed Jessica (2011) Summary

Gulzaar zaar hua aitbaar
Tukde hazaar hua aitbaar
Hua sharmsaar khud se hi haar kar ke
Kyun taar taar hua aitbaar
Jhootha khumaar hua aitbaar
Seenay mein yaar chubhta gubaar banke
Dil aitbaar karke, ro raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke
Ro raha hai aitbaar karke
Dil aitbaar karke, ro raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke
Ro raha hai aitbaar karke
Darr ka shikaar hua aitbaar
Dil mein daraar hua aitbaar
Kare jeetkaar baahein pasaar karke
Nashtar ki dhaar hua aitbaar
Pasli ke paar hua aitbaar
Choosay hai khoon bada khoonkhaar banke
Jhulsi hui iss rooh ke, chithde padeh bikhre hue
Udhdi hui ummeed hai oo
Raunde jinhe kadmo tale, badi beraham raftaar yeh
Bejaan si iss geed ke oo
Jal bhun ke raakh hua aitbaar
Ganda mazaak hua aitbaar
Chidhta hai, kudhta hai, sadta hai raaton mein
Challi sa chaakh hua aitbaar
Raste ki khaak hua aitbaar
Galta, pighalta hai, khalta hai raaton mein
Dil aitbaar karke, ro raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke
Ro raha hai aitbaar karke
Dil aitbaar karke, ro raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke
Ro raha hai aitbaar karke
Kyun phir zaar zaar hua aitbaar
Tukde hazaar hua aitbaar
Hua sharmsaar khud se hi haar kar ke
Nashtar ki dhaar hua aitbaar
Pasli ke paar hua aitbaar
Choosay hai khoon bada khoonkhaar banke



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aali Re Lyrics
    ...pa rap, rak chik rak chik dhinchak .. Chal hatt, muh todh de Halkat muhfat, ye phod de Dhinchak dhinchak .. Rapa rap, rak chik rak chik Aye chal hatt, muh todh de Halkat muh... Read More
  • 2. Aitbaar Lyrics
    ...baar karke Dil aitbaar karke, ro raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke Ro raha hai aitbaar karke Darr ka shikaar hua aitbaar Dil mein daraar hua aitbaar Kare jeetkaar baahein... Read More
  • 3. Dilli Lyrics
    ... kaat kaleja dilli Lai gayi kaat kaleja dilli, mui dilli le gayi Mera kaat kaleja dilli, mera kaat kaleja dilli Lai gayi kaat kaleja dilli, mui dilli le gayi Mera kaat kaleja dilli, mera kaat kaleja dilli Lai gayi kaat kaleja dilli, mui dilli le gayi Phir jaan bhi... Read More
  • 5. Dua Lyrics
    ...jaise Din namo ke lagey arse Sab sajde mein, sajde mein Dua karo Kabhi bina baaton ko bhi khole bina honthon ko bhi Awaaz do aaj, do aaj awaaz do, aaj do Dil pe sahi dil mein nahi Dono dil ki chuno toh bhi Awaaz do aaj, do aaj awaaz do Andhere tarse, k... Read More
  • 6. Yeh Pal Lyrics
    ...pehle hi Ya phir yeh tai nahi the Apne begasne, rishton ke maane ko pehchaana Mrigtrishna hai yeh, duniya zamana humne jaana Kyun gire hain toot ke jab jude hum kabhi bhi nahi the, nahi the Simti lipti sehmi si bezaar, bezaar Kyun hai zindagi Yun hi ghut ke Jeenay ka hi naam, hi naam Kyun hai... Read More

Latest Movies