Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Akhiyan Milaon Kabhi from Movie Raja (1995) Summary

--FEMALE--
Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Haan, Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
Mera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2
--MALE--
(Ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
Kya Maine Kiya Jaadu) - 2
Kabhi Ghabraaye Kabhi Gale Lag Jaaye
Tera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2
--FEMALE--
Aise To Deewaane Mujhe Pyaar Na Kar
Aati Hai Sharam Deedaar Na Kar
--MALE--
Chain Churaake Takraar Na Kar
Tujhko Kasam Inkaar Na Kar
--FEMALE--
Tere Armaanon Mein Sanwar Gayi Main
Tune Mujhe Dekha To Nikhar Gayi Main
--MALE--
Dekha Jab Tujhko Thaher Gaya Main
Aise Hi Adaaon Pe To Mar Gaya Main
--FEMALE--
Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Ae, Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
Mera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2
--MALE--
Meri Jaane Jaana Kya Cheez Hai Tu
Mujhko To Jaan Se Aziz Hai Tu
--FEMALE--
Itni Na Kar Taareef Meri
Jaanoon Main To Jaanoon Chaahat Kya Teri
--MALE--
Teri Ulfat Ka Nasha Chhaa Gaya
Kuch Bhi Ho Jaane Jaan Maza Aa Gaya
--FEMALE--
Dheere Dheere Duniya Se Door Hui
Ishq Mein Tere Main To Choor Hui
--MALE--
Ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
Kya Maine Kiya Jaadu
Hey, Ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
Kya Maine Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraaye Kabhi Gale Lag Jaaye
Tera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2
--FEMALE--
(Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu) - 2
Kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
Mera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2
--MALE--
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo
--FEMALE--
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Aankh Milate Dar Lagta Lyrics
    ...Sambhaala Dil Ko Maine Dil Yeh Kahin Na Kho Jaaye O Rabba Ho, Oh Oh Oh Rabba Ho - 4 Aankh Milaate Darr Lagta Hai Ishq Kahin Na Ho Jaaye (Ishq Buri Hai Cheez, Maine Maana Par Nahin Maane Yeh Dil Deewaana) - ... Read More
  • 2. Aankh Teri Chalke To Lyrics
    ...ota Hai (Bhai Bhai Mein Aksar Yeh Hota Hai Hota Hai, Yeh Hota Hai) - 2 Chot Lage Tujhko To Dard Mujhe Hota Hai Aankh Teri Chhalke To Dil Yeh Mera Rota Hai (Bhai Bhai Mein Aksar Yeh Hota Hai Hota Hai, Yeh Hota Hai) - 2... Read More
  • 3. Akhiyan Milaon Kabhi Lyrics
    ...aaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon Kya Tune Kiya Jaadu Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon Kya Tune Kiya Jaadu Kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon Mera Khud Pe Nahin Qaabu Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2 --MALE-- (Ankh... Read More
  • 5. Ja Sajna Tujhko Bhula Lyrics
    ...ujhko Bhula Diya Jaa Jaa Sajna, Tujhko Bhula Diya Patthar Hai Tera Dil Dil Nahin Is Pyaar Ke Tu Kaabil Nahin Teri Ragon Mein Behti Jafa Tu Kya Karega Mujhse Vafa Mujhko Di Hai Tune Voh Gham B... Read More
  • 6. Kisi Din Banoongi Lyrics
    ...-- Zara Phir Se Kehna --FEMALE-- Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani --MALE-- Zara Phir Se Kehna --FEMALE-- Badi Dilrooba Hai Yeh Saari Kahaani --MALE-- Zara Phir Se Kehna --FEMALE-- Abhi To Mile Ho, Abhi Tum Na Jaana Ke Dil Ban Gaya Hai Tumhaara Deewaana --MALE-... Read More
  • 7. Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics
    ...Dum Dum, Da Di Dum --FEMALE-- Da Di Di Da Dum Dum Da Di Dum Dum, Da Di Dum Dum, Da Di Dum (Nazrein Mili, Dil Dhadka Meri Dhadkan Ne Kaha, Love You Raja) - 2 --MALE-- Jaadu Koi Chhaane Laga Mujhko Maza Aane Laga, Hoye B... Read More
  • 8. Phool Maangu Na Bahar Lyrics
    ...- 2 Main To Sanam Tera Pyaar Maangoon --MALE-- Chain Maangoon Na Qaraar Maangoon - 2 Main To Sanam Tera Pyaar Maangoon --FEMALE-- Phool Maangoon Na Bahaar Maangoon --MALE-- Jo Bhi Chhupaaya Tha Is Dil Mein Maine Tujhko Bataaya --FEMALE-- Raaz-e-mohab... Read More
  • 9. Tumne Agar Pyaar Se Lyrics
    ... Agar Pyaar Se Dekha Nahin Mujhko - 2 To Chhodke Shaher Main Chali Jaaoongi - 2 Zid Na Karo Jaane Wafa, Maan Lo Kehna - 2 Varna Main Lautke Na Kabhi Aaoongi - 2 Tumne Agar Pyaar Se Dekha Nahin Mujhko To Chhodke Shah... Read More

Latest Movies