Chaahta Hoon Tujhe… Sochta Hoon Tujhe
Har Lamha Har Jagaah Dekhta Hoon Tujhe
Tune Mujhko Yun Beqaarar Kiya
Beqaraar Kiya, Beqaraar Kiya
Hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
Chaahti Hoon Tujhe, Sochti Hoon Tujhe
Har Lamha Har Jagaah Dekhti Hoon Tujhe
Tune Mujhko Yun Beqaraar Kiya
Beqaraar Kiya, Beqaraar Kiya
Hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
(Na Samjha Na Jaana, Kyun Huwa Diwaana
Teri Dhun Mein Jaanam, Khud Se Hoon Begaana) -2
Khud Se Hoon Begaana
Tera Khwaabon Mein, Deedaar Kiya -2
Hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
(Teri Yaad Aaye, Ab Raha Na Jaaye
Khayaalon Mein Mere, Tuhi Muskuraaye) -2
Tuhi Muskuraaye
Pal Pal Tera Intezaar Kiya -2
Hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
Chaahta Hoon Tujhe… Sochta Hoon Tujhe
Har Lamha Har Jagaah, Dekhti Hoon Tujhe
Tune Mujhko Yun Beqaarar Kiya
Shreya: Beqaraar Kiya, Beqaraar Kiya
Hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
Hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2