Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Jadu Nasha, Ehsaas Kya from Movie Sadiyaan (2010) Summary

Hmmm hey hey ..
Jadu nasha ehsas kya, dil mein dabi ik pyaas kya
Kuch bhi nahin bas pyaar hai
Iss pyaar mein honge fanaa, jaana
Jadu nasha ehsas kya, dil mein dabi ik pyaas kya
Kuch bhi nahin bas pyaar hai
Iss pyaar mein honge fanaa jaana
Jadu nasha
Jukhi teri nazar afsana keh gayi
Mujhko ishaaron se, deewana keh gayi
Hosh gum hua, dil machal gaya
Behka zara magar, phir sambhal gaya
Chain lai gayi, bekaraarian
Mujhko de gayi, sau khumariyan jaana
Jadu nasha ehsas kya, dil mein dabi ik pyaas kya
Jaana jaan-e-jaana ..
Mujhko chupa lia, tere libaaz ne
Tujhse mila dia, meri talaash ne
Hoo shaam o sehar tujhe, dekhti rahun
Bas tere baare mein, sochti rahun
Shabnami tere, labho ko choom loon, choom loon
Ho ke badguma, main jhoom loon jaana
Jadu nasha ehsas kya, dil mein dabi ik pyaas kya
Kuch bhi nahin bas pyaar hai
Iss pyaar mein honge fanaa, jaana
Jadu nasha ehsas kya, dil mein dabi ik pyaas kya
Kuch bhi nahin bas pyaar hai
Iss pyaar mein honge fanaa jaana
Jadu nasha ehsas kya, dil mein dabi ik pyaas kya



Comments
busy

More songs from movie

  • 1. Dekha Tujhay Jo Lyrics
    ...l mera har ghadi ab mujhe hoo har jagah ab mujhe tera intezaar Insha'allah tera intezaar Dekha tujhay jo pehli baar, behka behka deewana yaar Tera chehra teri aankhein bhoole na Dil mera har ... Read More
  • 2. Jadu Nasha, Ehsaas Kya Lyrics
    ... bhi nahin bas pyaar hai Iss pyaar mein honge fanaa jaana Jadu nasha Jukhi teri nazar afsana keh gayi Mujhko ishaaron se, deewana keh gayi Hosh gum hua, dil machal gaya Behka zara ... Read More
  • 3. Man Maouji Matwala Man More Lyrics
    ...ak ke aaja Palak palak tenu dekhe ranjhna, jhalak jhalak dikh laja Man mouji matwala man mora kyon kiya Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya Ganak ganak gan gaa ke kangna, chamak chamak ke aaja Palak palak tenu ... Read More
  • 4. Pehla Pehla Tejurba Hai Lyrics
    ...ai, badi bekraari hai Pehla pehla tejurba hai, pehla pehla ishaara hai Pehli mohabbat hai, pehli khumaari hai Badi buri halaat hai, badi bekraari hai Khwab... Read More
  • 5. Sargoshiyo Ke Kya Silsile Hai Lyrics
    ...s ho haaishon ka, saanson mein na marr jaaye Sadiyaan guzar gayi hain, lamha guzar na jaaye Sargoshiyo ke kya silsile hai, madhoshiyo mein do dil mile hai Phir aashique ke mausam khi... Read More
  • 6. Sona Lagdha Mahi Sona Laagdha Lyrics
    ... ishq ki boli bole Sona lagdha mahi sona lagdha - 4 times Rabba mere hadd ho jaaye, ishq vishq jab ho jaaye Aur sajda nai koi aur sajda, aur sajda nai koi aur sajda Rabba mere hadd ho jaaye, ishq vishq jab ho jaaye Aur sajda nai koi aur sajd... Read More
  • 7. Taron Bhari Hai Ye Raat Lyrics
    ...ai ye raat sajan, kehta hai kya chaand sajan Chaandni bhi kyun kho gayi mere yaara Kuch kuch bhool meri thi, kuch kuch bhool teri thi Kuch kuch hum dono ki yaara Taron bhari hai ye raat sajan, kehta h... Read More
  • 8. Waqt Ne Jo Bij Boyaa Lyrics
    ...ikra bhikra dard sehra Khwabon khayalon ka pecheeda safar Yaadon mein doobi doobi shaam o sehar Ansune afsaano ka besubaan kehti Guzare lamho ki lehron mein beh ke Sadiyaan ve Waqt ne... Read More

Latest Movies