Hindi Movies :0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Song Saathiyaa from Movie Singham (2011) Summary

Saathiyaa, saathiyaa
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya
Dil toh uda uda re aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke gaa raha hai sunn nayi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Acchi lagey dil ko mere har teri baat re
Saaya tera bann ke chalun itna hai khwaab re
Kaandhe pe sar rakh ke tere katt jaaye raat re
Beetenge din thaame tere haathon mein haath re
Yeh kya hua mujhe mera yeh dil fisal fisal gaya
Yeh kya hua mujhe mera jahaan badal badal gaya
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Neendhein nahin chaina nahin badloon mein karwatein
Taare ginu ya main ginu chaadar ke sarwatein
Yaadon mein tu khwaabon mein tu teri hi chaahatein
Jaaon jidar dhoonda karoon teri hi aahatein
Yeh jo hai dil mera yeh dil suna na keh raha yehi
Woh bhi kya zindagi hai zindagi ki jis mein tu nahin
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Saathiyaa, saathiyaa
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya
Dil toh uda uda re aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke gaa raha hai sunn nayi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada



Comments
busy

Tags

  • play song badmaash dil toh thang hai bada audio
  • badmash dil toh toh thang hai bada song
  • ye mann thag hai bada
  • play the song saathiya from singham
  • Badmaash dil toh thang hai bada lyrics in hindi
  • badmasg dil toh thag hai bada lyrics
  • madhosh dil hai thang bada singham
  • badmaash dil thang hai bada lyrics
  • play song badmaash dil toh
  • lyrics of badmas dil tu thag hai bada
  • badmaash dil to thang hai
  • Saathiyaa
  • badmas dil tu thag hai bada
  • badmaash dil toh thag hai bada lurics
  • song-badmash dil to thang hai bada
  • lyrics of song saathiyaa-singham
  • Saathiyaa from Singham cod
  • badmash dil to thang hai bada lyrics
  • lyrics of song badmash dil ye thag hai bada movee singham
  • badmaash dil toh thang lyrics
  • badmaash dil hain thag hain
  • badmaas dil toh thag hai bada mp3
  • play singham songs
  • summury of singham
  • badmaash dil yeh tujhse juda
  • badmash dil to thag hai
  • mera saaya movie poster
  • laje laje hindi hatest song 2011 film

More songs from movie

Latest Movies